Sabar se trading karna loss ko km karta hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sabar se trading karna loss ko km karta hai
    Maximum trader loss any per aapay se bhar ho jate gai aur sabar se kam nai lety jis ki wjh se un ki trading loss lo aur bhi increase kar deti hai is ley sabar is business ki sb se bari zarorat hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han agar trading me sabar ki jaye aur jo trades ham ne open key hoty hey us ko close karny me ham jaldi na karen to mery khayal me ye bahot hi achi trading ho gi, es ka faida esy traders ko hota hay jes key trades big loss me hoty hey aur wo na to trades ko close kar sakty hey aur na koi aur trade open kar sakty hey, esy traders ko sabar karna chaye ye un key ley bahot hi best hay.
    • #3 Collapse

      yes of course Amjad Bhi Apne instaforex bonus account ke upar se Barse trading Karte Hain To Hame Pata hona chahiye Cloth Marketforex market mein Hum Jab Bhi Apne instaforex bonus account se small volume of lot size set reading Karte Hain Tu Is Tarah Hum Apne instaforex bonus account ko long term ke liye save kar lete hain Agar Hum 224 month directly post Karte Rahe Apne insta Forex bonus account ke liye Pakistan Forex forum ke upar Oru money management ke zariye trading kare first four to six month Hamara syrup for syrup motorway on a chahiye kemne Jabi trading karni hai to Apne analysis achha Rakhe aur trading karne se pehle acche tarike se basic technical analysis kare or normal range mein trading Kare Is Tarah Hamara bonus account save rahega
      • #4 Collapse

        Well app ny achi baat ki i agree with you bhai jaan loss hota he besabri ki waja sy bhai trader lalch kerty hy loss ko recover kerny ki koshish ma app wrong decision lety ho jis ki waja sy mazeed loss hota hy dear friends app humisha professional trading kery profit hoga.
        • #5 Collapse

          baai jaan ap ny thek kaha hy is mn wo bnda jo bhe thora sa sabar kary ga is ko zaida sy zaida faida ho ga is lye humney chayeh k hum is mn zaida sy zaida sabar ka mozharia kary kaun k her kaam mn kamyabi ki bari wajh yeh hy hum is mn sabr lazmi hy ...
          • #6 Collapse

            G bhai jan trading ma jo trader sabr sy km lyta hy wo bht zyda profit hasal krta hy or os ka trading ma loss b bht km hota hy likn jo trader jld bazi krta hy wo hamesha nooksan sy he dochar hota hy es ly trading ma sbr zroori chez hy
            • #7 Collapse

              bohat acha sawal ha ager hum ko achi profit lane ha to per hum ko slow slow kaam karna hoga q ka ager hum speed sa kaam karta ha to per hum ko loss ka chances bohat zeyada ho jata ha es leya hum ko slow and steady win the race karna hoge warna hum ko loss ho sakte ha ager hum slow kaam karta ha to per hum ko experience be increase hoge es leya slow kaam ma loss ke chances bohat kaam hote ha..........
              • #8 Collapse

                tradeing ku hmesha sabar se hi kre warna dosri sorat me ap ku lossing ka samna krna parhe ga is lye kabi risk na le.
                 
                • #9 Collapse

                  i think, frex m ap ku kbi risk nhi lena chahiye is lye k trading risk se bharee hoyi h jo khatre se ka nhi hai.
                   
                  • #10 Collapse

                    yes dear maximum traders hazraat humen chahiye kih trading kertey wqt saber ka muzahira karen ku kih is tarha kerney sey humen loss k kam chances hun gey kun kih jo traders aisa ni kertey hn un ko wo jald baazi kertey hn or apney emotions ko control ni kertey hn or un ko loss ka samna kerna perta h is liye humen chahiye kih hum saber s kaam len or achi earning bhi ker saken.............
                    • #11 Collapse

                      Sabar trading main bahat zarori hai koun ke agr ap trading main loss per apay se bahat ho hein gytu ap ghalt decision le lein gy jo ke bahat hi khternak ho ga is ley loss per sabar bhtr hai jb insan coolmind se sochta hai tu us se achy faisaly hoty hein
                      • #12 Collapse

                        Sabar se trading karny ka faida hi faida hai koun jb insan pehke loss per sabar kar ley tu phr kuch rest kar ke acha aur pur sakon faisla karta hai jis per usay loss km hota hai aur profit zaida hota hai so kbi kbi loss ko dol per mat lein aur us ko km karny ke ley expert se rabta karen
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          han mene bhi yahe dekha hai loss anay k bad trader apne mind se out hojate hain or wo emotions par kabu ni rakh pate hain us k bad wo over trading shuru kr dete hain jis se waja se unki or zada tentions barh jati hai or zada loss bhi ajate hain un k account me dosto.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X