loss kun hota hai man resin of loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss kun hota hai man resin of loss
    bhai bohat sy trader is business man loss krty hain losses ka man resin yah hota hai know who zuada profit ki try krty hain jis k luy woh risk bhai zuada laty hain matlab lot zuada use krty hain or on ki money management thek nahi hoti or sub sy jo zrori hota hai woh trand ko fallow nahi krty is luy loss krty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear aap ki baat bulkal thek hay trader aksar trading k doran lose ka shakar hotay hain ki sab sa bari waja hay greed kyun k zayada profit ki lalach main trader bari lot lagatay hain aur trade open karna k doran wo money managment ka khayal nahi rakhtay hain aur analysis be darosit tareqa sa nahi kartay hain jis sa aksar aap lose hota hay
    • #3 Collapse

      bhai jaan ap ny thek kaha hy is mn loss ki bari wjah yeh bhe hy k hum is mn zaida sy juld bazi kartey hny is k bad is mn hum lalach kartey hny kaun is mn humeny zaida sy zaida loss ata hy is k bad humeney loss aney ki mean reason km expernice hona hy kaun k agar hum ko expernice or knowledge na ho tu humeny loss a ga ...
      • #4 Collapse

        Dosto trading ma bht sy trader aisy hoty hy Jin ko loss hota hy or kuch trader aisy hoty Jin ko thora loss hota hy or kuch trader aisy hoty hy Jin ko loss bht zyda hota hy or jin ko loss bht zyda hota hy wo un K lalchi or over confidence hony ki wja hoti hy
        • #5 Collapse

          bohat acha sawal ha ager hum ko loss hota ha to per hum ko mistake ko correct karna hota warna hum ko regularly loss hote raha ge es leya jab hum sa mistake karta ha to per hum ko apni mistake ko correct karna chaheya q ka jab hum us ko correct karta ha to hum ko achi profit ho ge or hum ko loss nhi hoge ..........
          • #6 Collapse

            Brother loss bhee part of business hay, and jab tak trader ko loss na to us waqat tak trader ko profit ki importance ka andaza nahi hota but forex trading main zaida tar loss greed ki waja say hota hay.jo trader low capital say big volume ki trade kartay hain wo loss kartay hain.
            • #7 Collapse

              Dear friend s hamein forex mein trade krty waqt loss ka samna us waqt hota ha jub hum trade lagaty hein aur trade laga kar soochty hein k hum is forex sy jald sy jald rich bn jayen to is soorat mein loss ka samna hota ha aur aisa bar bar krny sy hum apna account wash kr jaty hein .
              Hamein chaheye k hum is mein kisi kisam ki lalach na karein ya koi aisa kam na karein jis sy hamein loss ka samna ho.
              • #8 Collapse

                Forex trading business mein loss greed ki waja se hi hota hy forex trading business mein buht se trader greed kartay han aur ziada profit k lalach mein over trading kartay han tu js account management ka kahyal nhi kartay aur buht ziada loss ho jata hy aur forex trading business mein loss knewledge aur experience Kam hone se bhi ho sakta hy
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Assalamualykum dear ap ki bat bilkul thk hy k forex main buht say log aysy hyn jin ko los hota hy mery mind k mutabiq es los ki bari vajha greedy hona hy kun k jo log aysy hyn jin k pas experience aur knowledge kam hota hy jab un ko initially thora sa profit milta hy to voh cahty hyn k bas ab mazeed earn karna hy to us waqt bin sochy samjhy jab voh trading karty hyn to un ko phir los hota hy.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X