Trading ma money management krna lot size ka kam krna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ma money management krna lot size ka kam krna
    G my friends aj ma ap sy aik bat share krna chata hn k jb hm new Forex trading ma aty hn tu hmain itna pta ni hota jis ki wjha sy hmara loss ho jata ha agr hm log aik achy trader banna chaty hn tu hmain learning kr k jo dosra qadam uthana chaiy wo ha money management ha hmain mony management krni chaiy or lot size bout choti rakni chaiy ku k jb hm big lot sy kam karain gy or market unstable move kry gi tu hmara account wash ho skta so hmain aik achi kr safe trading krni chaiy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bhai jan ap ne biilkul thek kaha hai k newbies khas kar ye ghalti karty hain k aty he boht jald baz hoty hain or zyada earning ka hawas hoti hai sab me or kam karny ka koi pta nhi hota wo aksar jin ko pta na ho wo by default he lot size select kar k account bana lety hain or jin ko pta ho wo lot size high rakh kar account bana lety hain jis ki waaja se unko bary bary loss ka samna karna parta hai shoro shoro me chahye k lot size low rakh kar kam keya jay
    • #3 Collapse

      Forex k dost khuch rules to boht he basic hain jin ko follow kerna her trader k leay zarori hai jesay k hum new traders hain to demo account main practice nahe krean gay to kabhe bhe trading ko nahe samjh sagain gay second money management k sath trade kerna volume of trade ko her trade main control kerna emotions ko control main rakhan ye sab real account trading main follow kerna zarori hoty haen
      • #4 Collapse

        Forex trading aik business hai our dost business main jo bhe trader ya koi bhe business ker raha hoon wo us main 1% say zeada risk leta hai to its mean wo rules ko follow nahe ker raha hai to forex to already boht he risky business hai koin k us ki trading ka hugum boht bara hai to us main account chota hoo ya 1000 usd ka ho money management nahe krean gay to loss ho ga our account wash bhe ho sagta hai
        • #5 Collapse

          G han jnb aap nain bht achi baat ki hai markeet main management sb say ziada zarori hai agar aapko apna account sahi tariqay say cahlanan hai to apna accoubt main raqam k mutabiq lot size muntakhib karen agar aapka account chota hai to choti lot lagayen agar barha hai to ussi hissab say lot size bhi barha dain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            g han dost forex mein money management k liey zroori hy k lot size ko with in limit rakha jaye k agr trade loss mein chali bhi jaye to kam az kam account save rahay aur wash na ho keun k sab sy zroori cheez hoti hy capital ko safe rakhna ta k trading continue rahay

            اب آن لائن

            Working...
            X