forex ko Schools,colleges main As A subject honaa chahiyee

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    Meray khayal main yeh aik business hy aur is ko education sey door rakhna chaheye. Education key bad jo log is ko join krna chahtey hain, woh is sey faida utha saktey hain. Government ko chaheye keh woh forex ki education key leye training institutions open krey takeh ziada sey ziada log is business sey profit bana sakain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      Main aap sey agree nahi karta. Yeh aik business hy aur agar students trading ke chakar main parain gey to phir woh study kaisy karain gey. Government ko chaheye keh woh forex trading key leye separate courses rakhey aur un ki different private institutions main taleem di jaye takeh ziada sey ziada log is taraf aa sakain.
      • #153 Collapse

        ap ne boht achi bat ki hai ager esa ho jaey tu boht achy traders ubher ker samny a sakta hain or ager hum ko forex ka subject read kerwaya jata tu hum boht zada aacha kam ker saktay hein or earn ker skaty hein
        • #154 Collapse

          brother sabs a pehly tu basic taleem hoti ha bad ma bara ho kr jo banda jo banna chahta hota ha wo field ma chala jata ha jo doctor banna chata ha wo medical ma chala jata ha or jo business man wo iss ma aa jata ha is liye school ma nhi agy ja kr sab fields mujood hoti hain
          • #155 Collapse

            na mairy khayal sy esy nhi ho samta humy chahiyeh mehnat jary zaida sy zaida tubhi kamyabi mil sakti hai or forex bohat risky kaam hai humy soch samj k kaam krna chahiyeh tubhi kuch ban sakta hai
            • #156 Collapse

              yes i think that is a good idea that forex trading can be subject in collages so that every body can know what market is all about and also you can learn their about the market so in future if you want to join the market it can be very much helpful for you to trade in the market and also you can able to earn the good money from the market.....
              • #157 Collapse

                school or collage man tu forex ku as a subjext nae rekhna chahye kun k itni kum umer say ager bachay forex ku samjhny lgay tu wu lazmi ic ku try bhi keryn gyn ju un ku loss hi day sakta ha
                • #158 Collapse

                  agar subject k toar pey na bhi perhaya jaye to trading course k toar pey yaqeenan perhaya ja sakta hai aur is sey bohat sey loagon ko rozgaar bhi milay ga aur achay trader bhi ban jayen gey jis ka ultimate faidah ye ho ga k mulk mein foreign currency ziada ho ge aur mulk khush-haal ho ga
                  • #159 Collapse

                    agr aysa hota to bhot best tha kyo ky aaj kal ky dor me berozgari bhrti ja rhai hai . aur log forex ko theek se learn bhi nhi kar paty . agr school , colleges me about forex subject ho jae to future bright ho ga sab ka.
                    "PATIENCE IS THE KEY TO SUCCESS"
                    • #160 Collapse

                      g han forex ka education men aik subject hona chaiey ager is terhan ho satka hai tu forex men boht zada log success ko hasil ker sakty hein or boht sare trader is terhan se samny ubher ker a skaty hein
                      • #161 Collapse

                        Ap ki baat to theek hai lekin main forum per ek thread parh raha tha kuch din pehly jis sy mujhy pata chala k forex tradin gair qanooni hai is liye us ko as a subject mera nai kheyaal k koi b idara parhaye ga .
                        • #162 Collapse

                          dear agar ap ne finance ko study kia hai aor ecnomice ko study kia ho to aus mai sab kuch ap ko parhya jata hai ye ap agar kehty hai k choty bachon ko ye parhya jaye to ye sahe ni hai kun k jab tak banda acha khasa parh na lay aus ko business ni karna chaye.
                          • #163 Collapse

                            g bilko l is k bhi courseis school our clage my hony chaiya kio k aj kal jo bhi parh rahy hy who bhi achi job k liya hi parh rahy hy our us k liya sab sy acaha kam forex hi hy is sy bhi pasy kamay ja sagt=y hy our is my ghar [par beth kar hi ham pasy kama sagty h to is ko bhi clg our schol my hona chiya parh ya abhi tak nai hy
                            • #164 Collapse

                              Ys bro agr forex school ma br a jey tu Pakistan k hr insan ko forex bhre ma pta chal sakta ha forex ko school college ma lazmi hona chaiye ur hume is ma experience k sath kam krna chaiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                forex trading main hum agar learning karna chaht hay to humay chahiey keh demo account par practice karen aur humay chahiey keh kisi achy trader say forex trading ko seekhay tab hum esmain kamyab ho sakty hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X