Trade without experience
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    bhai ap ki sahi hai forex mai bina experince kay trading aesi jaisay khanay mai namak hi nhi hai tu hamay forex mai buhat buhat knowledge gain karni hog.........i
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      Forex mai experience zarori hota hai without experience apko bht loss bear krna parta hai, agr ap demo account p practice kr k then live account p kam kroge tu un mistakes ko repeat krne k chances km hojaeynge or is trah loss bh km hoga
      • #93 Collapse

        gee haan mae bhi yeahi kehna chahoon gi experience k barae mae , apka jitna experience hoga ap utna kaamyab hogae trading mae issliyae q k trading mae experience bhtt importance rakhta hai jitna experience hoga ap utni taraqi karo gae !
        • #94 Collapse

          experience k bina trade karnay ka koi faida nae hai q k bina experience k apko kam nae karna aye ga aur na hi koi profit hoga jis ki wajha say apko loss ka samna b karna parh sakta hai ..
          • #95 Collapse

            That is good and yes as a beginner trader that should must do is study various technique in forex strategies to find suitable system that make them being comfort using that system, the use of various technique which are then modified to find the suitable system from their style so beginner can enjoy working in forex business with their comfortable system
            • #96 Collapse

              Ji han achi trading k liye acha experience hona bht zarori hai.. aur experience ap demo pe practice kar k hasil kar sakte hain.... demo pe zyada se zyada practice karne se apki knowledge aur experience increase hoga jo real trading main bht useful sabit hoga.....
              • #97 Collapse

                forex trading min experince bhot zarory hy agar hamy experence nahe hoga tow ham ache trading nahe kar sakty or ham es kam min loss otha sakty hin es leye forex trding min experence ka hona b zarory hy es leye hamy forex trding ki sath sath experence ki b zororat prty hy..
                • #98 Collapse

                  mere qabele ehtiram doston forex trading marketing ki ek esi trading website he jo ap ko kafi munafa deti he as a part time job r mai ap logo ki bat se itifaq kar ta hun wese mujhe is bare mai ziada nhi pata q k mai to bs is mai posting karta hun baqi kam mera friend kar ta he r ap logo ka shukria is k bare mai inti knowladge dene ka.
                  • #99 Collapse

                    trade without experience koi mushkil nai q ke user start se he thori experienced hota hai kabhe na kabhe to aik dum fresh hota hai to trade karni hoti hai phr aap trading karo achi karogay to phr aap kay pas experience aata rahay ga
                    • #100 Collapse

                      bro ye to hum sab janty hain k knowledge or experience k bagair trading karna difficult nahi balky na mumkin ha kewn k without experience hum apni investment ko bhi loss kar bethy gy or trade nahi kar sakain gy is liye experience k sath hi trade karni chahiye
                      • #101 Collapse

                        aap duniya ka koi bhi kaam ke baat kerhe tou koi bhi kaam app without practice aur knowledge ke bina nahi ker sakte aur forex tou phir mushkil kaam hai trader baana bhi aik profession hai har koi nahi ban sakta trader.thanks
                        • #102 Collapse

                          jesa ke bhai ap jaante hai har kaam mein ap ko pehle kisi bi kaam ko seekhna hota hai us ke baad ap ka experience badhta hai is trha trading ke kaam ke lye bi ap ko experienced required hota hai jis se ap ki earning grow hoti hai
                          • #103 Collapse

                            agar aap forex trading bina hi experience karenge to aapko hamesh alos hi hota hai i sliye me aapko yahikahunga ki aapko kabhi galati se bhi bina experience trading nahi karana chaiye jise apakao loss hone ka risk ho is liye aapko sanbse pahale demo trading hi karana padega taki aapko forex trading me kitana risk hai wo pata chal jaye
                            • #104 Collapse

                              agar trader with experience trade kare ga to us ke kamyabi ke chances bohat kam hoge is liye phele trader ko chaiye k wo experienced gain kare aur apni skills behtar kare tak wo loss se mehfoz rahe aur profit se hamkanar ho aur agey bhi kamyabi ki manzil te karta rahe
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                dear trading karne ke liye experiance most important hota hai phir hum market ko analyse kar ke achi trading kar ke achi earning kar sake ge agar hum without experiance and knowledeg ke tarding kare ge to hume tarding me sirf loss ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X