you can bring profit by saying good bye to bad emotions, greedy and impatience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    you can bring profit by saying good bye to bad emotions, greedy and impatience
    dear members bohat sey log apni trading mei bad emotions ko use kartay hain greed hojatay hain aor unki trading mei impatience ka muzaahira hota ha yahi sab sey barra loosing point ha jiki wajah sey loss kartay hain agar ap bad emotions greedy aur besabri ko trading se good bye kar den gay ap ki trading bohat perfect hojay gi aor ap asaani sey profit b banao gay
    :p Yes You Can Do :p
    Honesty + Sincerity = Prosperity
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Es point par ma bilkul aap say agree karta hun. Aap ny jo 3 cheezinn mention ke hain us sy hamko aik cheez jo sab sy khatarnaak ha wo hay besabri. Hmain besabar nahi hona chahey. Aur nahe apni trading par es ko haawi hony dena chaheey. Aur agar ye ham kat lain to bht munafa bakhsh trader ban sakte hain.
    • #3 Collapse

      Ji Bhai AP ne bhot achi bat lekin mere khyal men is men ye nai ho sakta ke AP in chezon ko leave Kar den to app ark acha profit bana sakty lekin ye zaroor ho sakta Hy ke agar AP in chezon ko chor den to AP aek ache trader zaroor ban sakty hen is lie jitna ziada ho saky AP on chezo see door when tabhi AP kamyab ho sakty hen
      • #4 Collapse

        Of course friends, agar ham lalach nai karain gay, apnay emotions ko control kar lain gay and patience show karain gay to hamaray loss k chances kam and profit k chances zayada hn gay...q k forex main loss hamesha lalach, emotional trading and jald bazi ki waja say ata hay.
        • #5 Collapse

          Bhai trading start karny sy pehlay humain forex ki k baray mukamal malomaat laini chahiay learn karna chahiay or agar hum yeh sub karain gy to humain bahut faida hoga or lalach bahut buri balaa hy is st nuqsan he hota hy or agar hum apny jazbat pr qabu nai kar sakty to humain trading nai karni chahiay
          • #6 Collapse

            mara khyal hay k emotions, impatience and greed Forex main aik trader k enemy hotay hain aur ye Forex se profit earn kerne ki bjay loss he datay hain ager koi trader Forex main loss se avoid kerna chahay aur profit earn kerna chahay to us ko in cheezoon ko good buy kehna ho ga to he wo Forex se kuch earn ker sekta hay aur loss se b avoid ker sekta hay.
            • #7 Collapse

              Yes dear aap ne kafi achi bat ki hai kay hamain bad habbits or emotions ko apnay control main rakhna chiay hamain chiay kay apnay insta forex bonus account per ham jab bhi trading kartay hain to apnay annaylis achay karnay chiay or secondly hamain stop loss hunting say bachna chiay or apnay emotional feelings greed or fear ko control main rakhna chiay.
              • #8 Collapse

                Jee bhai apnay theek kaha bohat say log aisy hain jo forex main impatience aur greed ka shikar ho jaty hain aur aisa honay par wo loss karty hain kiyun kay greedy kabi forex main successful nahi ho sakta wo hmesha loss he karta hai is liye agar ham forex main kamyab hona chahty hain to hamain chahiye kay in chezon say avoid karain apny andr say bad emotions greed aur impatience ko finish karain mehnat karain jab mehnat karaingy to iska phal zaroor mily ga aur aik din hm achy trader ban paen gay
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  G han ap ki bat bilkul theek hay ismain koi shak nai k boht se log forex teadinh main jab bhi new atte hay hay tou boht emotional jo kar trading karte hay aur greedy ho kar bhi tradeing karte hay jis surat main inhe loss ka samna bhi karna parta hay aese log gorex trading main kabhi kamiab nai ho sakte aur na ache trader ban sakte hay so forex tradinh main kamiab hone k liay zarori hay ap.apne andar ki greed ko khtam kare aur bad emotions ko bhi khtam.kare tabhi ap.aik ache trader ban paye gay

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X