this is experienced in start patience is hard but reward is good
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    this is experienced in start patience is hard but reward is good
    dear members maine apnay career mei ye cheez ka knowledge liya ha experienced keya ha k ap se shuru ki trading mei patience nahe rakhnay hotay lakin jo banda mehnat kr ley ye cheez seekh jay k mujhey patience se kaam le kar he success milay gi kyun k best trading wohi hoti ha jiss mei patience rakhnay k bad jo best analysis miley unpe he trade ki jay
    :p Yes You Can Do :p
    Honesty + Sincerity = Prosperity
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ji dear jab AP start men apne andar ark patience paida Kar Letty tab AP ke minde ko satisficasatis mil jati Hy ke business men loss aor profit hoty rehty hen aor apko kabhi himat nai harni parti islie jab bhi AP is tarh chalen get to apko ehsas ho ga ke aor apko ark acha experience hoga ke AP ne acha qadam utha Hy aor yehi see AP ke ache trader banne ky din start ho jayen aor aek din ap aek good trader ban jayen ge
    • #3 Collapse

      Of course friends, forex main patience hamari kamyabi ko yakeni banata hay...agar ham patience show karain gay to ham achay trader ban saktay hain aur acha profit earn kar sakain gay...but agar ham patience show nai karain gay to hamain loss aa sakta hay aur ham kabi bi achay trader nai ban saktay.
      • #4 Collapse

        yes dear mn ap ki bat s agree kerta hun mnap koo batana chahta hun kih aap shuru ki trading mn patience ni rakhtey ku kih wo aap k liye bahut hard hoti jab aap ko reward milta h to phir wo aap trading mn patience rakh ker milta h or aap is mn success ful bn jatey hn..
        • #5 Collapse

          Bilkul mery dost ap sy main agree hon k forex trading main trading shuru shuru main thora bahut insan preshzn hota hy loss sy khas kr ,per time guzerny k sath sath apko forex trading main trading ka experience aana shuru ho jata hy aur ap aik din forex trading main trading k experience k sath trading krty ho
          • #6 Collapse

            Yes dear aap ne sahe bat ki hai kay forex market main hamain aisa trading experience karnay ko milta hai .
            Kay ham jab bhi trading karaty hain agar ham apnay insta forex bonus account per trading karain or ham apnay patience level ko control karain or aik achay entry point say entry lain to hamain kafi acha profit hasil ho sakta hai.
            • #7 Collapse

              Jee bhai apki bat bilkul darust hai trading main kamyab honay kay liye hardworking must hain aur is kay sath patience say kam lena bohat important hai mehnat kay bgair kuch hasil nahi hota is liye tuky lgany say behtar hai mehnat aur learning ki jae taky hmary knowledge aur experience main izafa ho jab hmary analysis achy hongy to hmari trading bhi achi hogi is tra ham achi earning kar saky gay is liye ab bhaion kay liye advise hai mehnat karain tabi iska phal mily ga us kay bgair ap trader nae ban paen gay
              • #8 Collapse

                Yah off course dear forex main experience hasil kerny k bad trader k andar confidence ata hy our pher wo traders k leay best hota hy but demo account new members use karean gy to pher he forex business ko samjh pain gy our un ko us main acha profit mily ga hard work her business ki requirement hy to humean forex main bhe kerna ho ge pher he learning ache ho ge knowledge better hasil ho ga our success mily ge
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  G han ap.ki bat bilkul theek hay aur main ap ki bat se bilkul agree karti hun k forex trding main agar ap.aik ache trader banna cahte hay tou is k liay boht zarori hay k ap practise kare aur usi practise k mutabik kaam kare trading kare tabhi ap kamiab ho sakte hay aur jo log practise nai karte un k liay acha trader banna boht mushkil hay practise ap.k liay boht zarori hay tabhi ap forex trading k rules ko bhi follow kar paye gay

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X