Apki aik achi trade ap k sary loss ko recover kr sakti hy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apki aik achi trade ap k sary loss ko recover kr sakti hy.
    Bar bar loss her trader sy hota rehta hy yeh koi new bat ni hy per un main aik achi khoobi yeh honi chahiy k wo ziada loss k Bad aik achi aur kamyab trade laga k ap sary loss ko recover kr k profit bi ly sakty ho aur yeh tab mumkin ho ga k jab ap ko forex trading ki skills aati hon to
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ji bilkul forex trading mein to loss lazmi hy aur esa koi trader ni hy jo forex trading mein loss na kary to ek acha forex trader wo hy jo apny loss ko recovr karney k bawjood profit bhi kary aur wo bhi acha profit kary lakin jo loss hi karta rahy wo kahan ka trader hy
    :1f63b:​BE HAPPY
    • #3 Collapse

      Thanks dear friend app ny bahoot achi post ki hy bhai jaan app sy itaafaq kerta hon , ager app ko kbi loss ho jay to pershan na ho emotion ma aa k galt decision na ly wait kery analysis kery jb trade bin ri ho tb trade lagao app ki aik achi trade aap ka loss recover ker skti hy.
      • #4 Collapse

        Aksar insan ko loss ho jata Hy lakin is main aisi koi baat nhi Hy boht dafa aisa b ho jata Hy k insan aik aisi trade krta Hy kis say sary lose recover ho jaty hain
        • #5 Collapse

          Dear aap bukal thek kaha rahay hain instaforex main trade k doran lose hona aak aam si baat hay kohi be bussniss ho us main profit aur lose aak aam si baat hay lakan instaforex main trader wo he hay jo loose k sath sath profit be earn kary aur us profit sa apna lose be recover karay
          • #6 Collapse

            Yeh baat sahi hai traders ko trading kay doran confidence lose nai kar na chaiye . achi trading ka reward zaroor milta hai . ager traders apni strategy aur planning kay mutabiq achi trading discipline kay sath Karin tu kafi dafa trading mai jo loss ho rha hota hai woh aik trade mai he cover ho jata hai.
            • #7 Collapse

              yes dear q kih loss or gain to business ka hisa h is liye jin traders ko baar baar loss ka sambna kerna perta h un ko chahiye kih wo demo account per achi tarha practice ker k apney knowledge ko increase ker k achi or fresh minded ho ker trading kerni chahiye kih jis s un ka sara loss recover ho jaey ga or achi earning bhi ker len ........
              • #8 Collapse

                Dear friends, loss and profit ksi bi business ka hesa hain...esi tarah forex main bi loss aa sakta hay...loss anay pa pareshan honay ki bajaey hamain chaheay k loss ki reasons ko remove karna chaheay aur dubara trade open karni chaheay jo acha profit day sakti hay agar ap mistakes repeat nai karain gay to.
                • #9 Collapse

                  G sahi keh rhy ho ao k hamari ayk bhi achi trade agr lag jati hy to hamara sary ka sara loss cover ho jata hy ham apna jo bhi invvest kia hota hy who sab ham ko mil jata y us sy ham ko dable mil jata hy our bhot profit milta hy inveat sy bhi zeada
                  • #10 Collapse

                    dear friend mein ap ki bat sy agree krta hon .
                    hamein loss us waqt hota ha jb hum is mein kisi kisam ki lalach , jald bazi ya phir emotional ho kr trading krty hein to is soorat mein hamein loss ka samna hota ha , hamein loss sy bachny k leye chaheye k hum trade krty waqt kisi kisam ki lalach , jald bazi ya phir emotional ho kr trading nahi krni chaheye Q k is soorton meon hamein loss ka samna hota ha .
                    • #11 Collapse

                      Trader ko loss hona koi buri bat nai he ye trding ka hissa he, baz dafa achy traders ko bhi musalsal loss hota rehta he magr achhy trader ki khoobi he k wo aisi best planning krta he k aik hi trade laga k apni sari kasar puri kr deta he.aor ye khoobi jis trader me nai he us k liy lamha fikria he.
                      • #12 Collapse

                        good dear apnay bahut he acha question share kia hay forex aik aisi he markeet hay jis main aik bhi sahi oredr time pay lag jaye to hamara all lose aik he trades main recover ho kar prifit main change ho jata hay sao hamain ziada say zaida oreder laganay say avoid karna chaye aur markeet k wait main ziada time spend karna chaye isi main ssmjhdaari hay aur isi main successs hay hay ab yeh ham pay depend karta hay k hamain lose chaye ya profit aur success chaye.
                        • #13 Collapse

                          Aslam o alikum Dear brother apny tick kaha hey ka ek Acha trade lagny say pora lose ko recover kar sakty hey liken khosh kasmat ko ya melta hey jo k sarry lose trade and lots ko recover kar sakty hey ek Acha trade lagny say ya pora lose ko recover Ho sakta hey
                          • #14 Collapse

                            g bhai bilkul ap ne thek kaha hai trading me loss ko recover karna boht mehnat wala kam hota hai or koi expert jo apni emotions par qabo rakh kar or sabar se kam kar sakta ho wohi kam kar sakta hai or aapna loss recover kar sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Aik achi trade waqy e ap ka bahut ziada loss ko recover kr deti hy aur ap ko sab sy pehly yeh sochna chahiy k ap loss kro hi na ta k apko loss recover hi na krna pery yeh tab mumkin hy k jab ap forex trading main trading tawjo aur mokamml knowledge aur experience k sath kro gy to ap ko forex trading main trading k doran loss ni ho ga
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X