Jald baazi krny ka result hamesha bura hota hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jald baazi krny ka result hamesha bura hota hy
    dear members jo log trading mein koi bhi decision letay waqt jaldbazi sy kaam letey hain woh hamesha bury result ka saamna krty hain keun k jaldbazi mein kiey gaye decision kabhi sahi saabit nhi hoty
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes of course. Aisa hi hota Hy bilkul AP thek keh rhe hen hamen kisi bhi time jald bazi nai karni chaie q ke is see hamen bhot ziada loss hota Hy aor jab loss ho jata Hy to hamen phir recovery karna mushkill ho jata Hy air is tarah bhot takleef bhi hoti Hy aor phir ham khud ko control nai paty
    • #3 Collapse

      g han dear jab be ham trading me jald bazi karen gey to es key result ki umeed hamy success ki nahi karni chaye, jo be trade jald bazi me open ho gi wo app ko kesi be point par loss de sakti hay, trading me jald bazi karna be emotions ki kisam hay jes ko control karna traders key ley zarori hota hay.
      • #4 Collapse

        dear friend ap nay bilkul thak kaha h. hamain trading kartay waqt kisi bhe qisam ke jald baazi nhe karni chahiay. jald baazi say hamaishan insaan ko nuqsaan hota h.agar ap successfull trader banna chahtay hain to ap kabhi bhe jald baazi say kaam na lo. jald baazi main lgai hoi trade say hamain bhut ziada loss ho sakta h is liay hamain chahiay k aram say kam krain aor har step ko dakh kar trading karain...
        • #5 Collapse

          bohat acha sawal ha ager hum forex ma jhaldi bazi karta ha to per hum ko achi earning nhi ho sakte ha es leya hum ko forex ma speed sa kaam nhi karna hoga ager hum speed sa kaam kara ga to per hum ko loss ho sakte ha es leya hum ko forex ma slow and steady win the race wala moral put karna hoga warna hum ko loss ho sakte ha ............
          • #6 Collapse

            g bhai sahi kaha aap ny aur ye aisa negative point hy jo aksar traders mein common hy aur isay wohi log khatam kr paaty hain jo naturally patience rakhty hain aur maturity sy trading krty hain keun k ye koi bachon ka khel nhi iss mein sabr aur mustaqil mizaaji sey kaam krna parrta hy
            • #7 Collapse

              G Hn bhai Jan Jaldi bazi krny sy result hamesha bura ata hy os Ki bniadi waja ye hy k jb hm posting sy bonus hasal kr k trading ki trf jty hy to hmain hoslay sy km lyna chy phr he hm Acha profit hasal kr skty hy wrna jld bazi ma loss k sath sath account B wash ho skta hy
              • #8 Collapse

                Dear aap thek kaha rahay hain instaforex main trade kartay waqat aur trade k doran jald bazi sa kam nahi lana chaya jab kohi trade open karan us sa phalay markit ka analysis,kar lana ager aap jaldbaazi main analysis k bagher trade open karan ga tu lose k chance bhot zayada ho ga issi tarha trade k doran be trade ko close karna main jaldbaazi sa kam nahi lana chaya
                • #9 Collapse

                  Dear ap ki bat bilkul shi hy ky hmen trading krty waqt koi jald bazi ni krni chae hmin boht soch smjh kr or market ka achi tarhan analysis kr ky trading krni chaey or zayada profit ka ni sochna chaey blky thora profit len or zayada trades lgaen.
                  • #10 Collapse

                    jald bazi aik aisi common khami hy logon mein k forex k elawa bhi life ki kisi bhi field mein iski wajha sy pata nhi kitny barry nuqsaan ho jaaty hain aur forex trading mein to jald bazi ki koi gunjaish nhi
                    • #11 Collapse

                      Dear Members jald bazi krny sy bura result milta hai jald bazi me koi planing ya soch smjh nhi hoti bl k direct sedha kam kiya jis wja sy nuqsan hota hai better result nhi mil pata jald bazi sy better soch smjh kr mhenat sy work krna chaiey
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        han g ap ne bilkul thek kaha hai jald bazi me forex trading me apka boht loss ho jata hai q k ap market ko achi tarha anlyse nhi kar sakty or na he ap apny emotions par control kar sakty ho or apni mistakes ko repeat karty rahny se boht zyada loss ka samna ho jata hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X