The Patience Of forex-pak

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Lack of patience sey aap trading key doran loss utha saktey hain. Yeh mind ka business hy aur is main emotions ka koi kam nahi hy. Jo log relaxed mind key sath decision letay hain aur market key favourable honey ka wait krtey hain wohi kamyab trader bantey hain aur is business sey acha profit bana patey hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      bilkul sai kaha hai yeh bonus humry leyeh aik bohat achi chaez hai humy chahiyeh soch samj k trading kry or es bonus ko save rakhna chahiyeh zaida sy zaida tubhi kamyabi mil sakti hai or yeh best bonus hai
       
      • #63 Collapse

        bilkul sai kaha hai yeh bonus humry leyeh aik bohat achi chaez hai humy chahiyeh soch samj k trading kry or es bonus ko save rakhna chahiyeh zaida sy zaida tubhi kamyabi mil sakti hai or yeh best bonus hai
         
        • #64 Collapse

          brother forex ma hum logo ko bonus bhi mushkil sa he milta ha hum log pora month mehant krty hian ro wait krty hian tab ja kr ye bonus hasil hota ha tu hum ko iss ma wait krna chaye sabr sa trading ma bhi kam lena chyae tab he success hasil ho sakti ha
          • #65 Collapse

            forex forum aik acha platforum ha traders ku ayahan patience k sath work kerna chahye ta k forum say bonus earn keryn or learning bhi ker k insta forex man trade open ker profit earn ker sakyn
            • #66 Collapse

              forex me sabar ki bhot ahmiyat hai . forex me jitna sabar ho sky sbar krna chaye. sabar se hi kamiyabi milti hai . jaldbazi se forex me looss ka face krna prta hai .
              "PATIENCE IS THE KEY TO SUCCESS"
              • #67 Collapse

                dear patient ki boht zada value hai ap her kam men ager patient se kaeirn tu boht zada success ko hasil ker sktay hein isliy patent hi ap forex trading men bi use ker skaty ehin or yahan se earning ker skaty hein is se
                • #68 Collapse

                  dear ye to ap ki bat bilkul thik hai jab humry pass paisy ni hoty aor hum demo par kam kar rahy ho to hum ye hi kehty hai k hum ais market par aisy kam kary gay aor ais market se aisy faida authye gay jab balnce aa jata hai to aus k baad hum sb kuch bhool jaty hai.
                  • #69 Collapse

                    G dear hume is ma practice k sath kam krna chaiye ye hamre liye sab se important ha Hume is ma hardworking k sath kam krna chaiye ye hamre liye sab se important ha
                    • #70 Collapse

                      Forex trading Business main Patience ek eisa emotion jis ko correct time par use krna bhot kam log jantey hain, kuch traders trading ke doran Patience kaam le kr bht acha Profit bna lete hain, aur kuch traders ghlat time par Patience use kr ke apna Capital zaya kr detey hain,
                      • #71 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: forex_lover پيغام ديکھيے
                        dear ye to ap ki bat bilkul thik hai jab humry pass paisy ni hoty aor hum demo par kam kar rahy ho to hum ye hi kehty hai k hum ais market par aisy kam kary gay aor ais market se aisy faida authye gay jab balnce aa jata hai to aus k baad hum sb kuch bhool jaty hai.
                        sab kuch bhool nahi jate. balke asal main ham apne emotions par control anhi kar pate jo ke boht zuroori hota hai. trading business hi asa hai ke jab market ooper nechay jati hai tu hamary jazbaat bhi sath sath ooper neechay jate hain. Is business main hamain apne jazbaat ko qaboo main rakhna seekhna par ga.
                        • #72 Collapse

                          sabar bohot zaroori hai forex traidng business main earning k liye agar hum forex trading business main sabar se kam nahi lein gay aur greedy trading karen gay tou phir hum forex trading business main easily success hasil nahi kar sakte aur big loss kar sakte hain.
                          • #73 Collapse

                            Forex main jo bhe forum instaforex support ker raha hai wo humeri learning ki leay acha hai us main hum learning bhe kerty hain our sath main bonus bhe earn kerty hain to pak forum aik ache site hai our yahan earning ache ki ja sagti hai
                            • #74 Collapse

                              forex market mai trade krtay waqat har qism ki greedy ko control krna hai. forex market mai patience ho kr trade krna hai. forex market mai first target ko set krna hai es kay bad ap target ko follow krtay hoy trade kray.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Forex forum ak best plate forum ha kaam ko samjhany k lyr ap loog apnay kaam ko asaani k sath seranjaam dany k lye is nay kafibhard mahanat karna ho gi or ap loog is may khud ko paitent na karyen agar ap asaa karyenbgay tu ap khud ko lose ki traf lay jayen gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X