Trading without stop loss
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    bhai jan froex ak bht hi risky our difficult business hai ham is se gahr bethy hoy hi bht achi earnign kr sakty hai mgr is se pehly hamy bht mehnat ki zarorat hoti hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      slam bro trading main stop loss ka bahot kerdaar hai ager hum stop loss nahain lagaien gay aur hamara account bhi chota hai tu account wash bhi ho sakta hai kion k nahain malom k trade opposite deriction ho jay
      • #108 Collapse

        forex me trading ke doran stop loss use karna best hai kiun ke is se aap ko koi bare loss ka samna nahi karna parta hai or ap ki trading bhi safely hoti hai or aap zyada se zyada kama pate hain or loss bhi kam se kam tar hota hai aap ko .
        • #109 Collapse

          bahi jaan trading without stop loss put kerna bilukul risk leny k braber hy, ku k forex main market kisi b pal apna trend badal leti hy aur is tarah zeada loss b ho skta hy
          • #110 Collapse

            To be a successful treader everybody should study a lot. Traders should invest small amount of their capital. In this way they can reduce the probability of loses.
            Traders should know about their business properly.
             
            • #111 Collapse

              Dear hmen trading ko kabhi bhi bgair stop loss k nahi karna chahye kyun k agr hm stop loss k bgair trading karty hain tu hmen is business me kafi loss ho skata ha isi liye hmen chahye hm is business me stop loss ka istmal har trade me kareen
              • #112 Collapse

                mere bahi jese k ap ne kai he k Trading without stop loss to mere ap ne eek ahjji good question ki he forex trading mein stop loss ka har trade pay lagna bhat he zaroori hta hai werna aap ka loss zayada say zayada hta jata hai is liya stop loss lgana zaroori hta hai keh aap har trade mein stop loss lagain werna ap ka account bhee fresh hoo skta hai.stop loss ap k loss ko limited ker dati hai or is k sat sat hame mehnat bi karni he.
                • #113 Collapse

                  fx ak bohat acha business hai jis sy hama chi earning haseel kars akty han fx ak bohat acha business hai jis sy ham aca earn kars akty han fx ak bohat ach akma ha
                  • #114 Collapse

                    han possible he janab . kunke ager sinscerly ager ap work karean gee tou jalz az jald profit earn karean ge. or is ke elawa ghalti ke chance bhi kum hun ge
                    • #115 Collapse

                      Aslam o alaikum dear g trading stop loss k bfair b ho sakti hai lakin agr ziada expert han to warna nhe kio k stop loss jab him use kartay han to hamen ziada loss nhe uthana parta or hmari trade ek had tak chal k khud ba khud stop hojati hai... bas ye he hai stop loss ka makasd
                       
                      • #116 Collapse

                        trading without stop loss ka matlab is so risky ap apna acc wash kr dogy with a few trades its a risky one aor esa krnay se koi apko ziada kuch hasil nhe hoga lekin han apko loss he hoga and without stopploss is not trading aur krna bhi nhe chahye es se account risk mai ajata hai
                        • #117 Collapse

                          stop loss k bagair be trading ho jati hai but es mai khatra he rehta hai mai tu ab stop loss ko chor chuka hu es ki waja se mujay bohat he loss huwa hai
                          • #118 Collapse

                            bhai sab ap jab bhi kio trade lagao to forex mainlazami hy ka ap stop lose zorror lago kio ka stop lose sa ap ki trade zayada nuksan sa bach jati hy
                             
                            • #119 Collapse

                              forex bussines bhot acha bussines aur is main ya option jis ko stop lose kahata han ya to sab sa acha ager ap ki trade zayada nukan sa bachaya ga
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                sir ap nay sahi kaha hai kai stop loss ka use buhat hi important hai is volatile market main but main jab bhi stop loss use karta hon hamesha hit ho jata hai is liya ab main nay strategy change kar di hai aur stop loss use karna khatam kar diya hai jiss say mujhay faida bhi howa hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X