Kisi bhi trade ka tp hit honay sy pehly close na krein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kisi bhi trade ka tp hit honay sy pehly close na krein
    Dosto trading krty huye jb aap kisi trade ka tp adjust krty hain to usay hit bhi honay diya krein lekin kuch traders jaldbazi aur laalach ki wajha sy trade ko profit mein dekh kr pehly hi close kr detey hain aur ye aik bahot buri habit ban jati iss liey isay avoid krein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear jaisy ap ne baat ki hai ais k liay bahot hi zayda sabar chaye kun k hum jab market mai trade lagaty hai aor humri koi trade profit mai aati hai to janb hum aus ko close karny k chker mai par jaty hai halan k hum ko thora sabar kar lena chaye ais se ye faida ho ga k humra account to growth kar raha hai magar tp ka wait karny se growth zayda ho gi.
    • #3 Collapse

      dear profit earn karny key ley zarori hay key take profit hit ho jaye magar take profit target ko select karna be ehmeyat rakta hay, zarori nahi key take profit har sorat me hit ho ga apny expernice aur market condition key mutabeq take profit ki setting karni chaye aur agar per be take profit hit na ho to esy trade ko close kar dena hi behtar hay.
      • #4 Collapse

        jab aap trading kare jo take profit use karte hai usay hit honay de usay take profit ki qareeb ponch kar close na kare khud close honay do best hai is se aap ka sabar zaida ho ga phir aap trading b achi kar sake gai sabar boht bari cheez hoty hai jald bazi boht khatar naak hoty hai
        • #5 Collapse

          g bhai achi advice ki hy aap ny keun k aksar aisa hota hy k bahot sy traders jab apni trade ko profit mein jata dekhty hain to laalach mein aa k uska tp hit hony sy pehly hi usay close kr detey hain jis sey woh acha profit earn nhi kr sakty aur aahista aahista ye unki habit ban jaati hy jo baad mein unhein loss deney lagti hy
          • #6 Collapse

            g dear bahot achi advice ki hy aap ny k trading krty huye jahan py ham apna tp adjust krty hain to phir usay hit bhi honay diya jaye aur bajaye laalach aur jaldbazi k patience sy kaam liya jaye yehi hamary haq mein behtr ho ga
            • #7 Collapse

              bhai jab trader trade ker lay. to usko ya idea hona chaiya or usnay take profit kitnay pip per set kerna ha.or jab apnay sahi tarha say market ko dakhnay kay bad take profit set ker diya ha.to usko kabhi bi change ya bend na karain.or apnay tp ko hit honay dain.jab trader ko hi ya pata na ho kay usko take profit kitnay pip per set kerna chaiya to is tarha kay trader ko ager profit ho bi raha ho to wo apni trade ko close nahi karty balkay tp hit honay ka wait karty hai.or baad main hota kaya ha.kay jo trade unko profit day rahi hoti ha wohi trade buhat sa loss day jaty ha.is liya trading main sahi take profit ko set kerna bi forex trading kay knowledge main shamel ha...
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                assalaumalaikum dear main apki is bat sy ittfaq nai krta kyon k jab ap daiken ap ki trade profit main ja rahi hy ap closs kr den mazeed intizar ya lach main nai ana chahye is sy loss bhi ho jata hy zayada tar loss isi waja sy hi hota hy mery khayl main hamain trade chotihi lagni chahye bari trade matlab bara loss choti choti trade bari tarde sy behtar hy

                اب آن لائن

                Working...
                X