Forex main charts main key supports and resistance levels kon say hotay hain????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main charts main key supports and resistance levels kon say hotay hain????
    Dear members aksar ap nay study kia ho ga our suna bhe ho ga k chart k oper humesha phelay support and resistance ko nikal k trade kerna chahy liken jab hum chart k oper support and resistance draw kerty hain to kafi level draw ho jatay hain to huesmisha key support and resistance level diekh key support and resistance levels wo hotay hain jin k oper market bar bar react kerte hai our ye Daily time frame main mostly bantay hain
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Diya aapne Jo analysis Bataye Hain ke instaforex bonus account ke upar Chhat ke upar Kis Tarah support and resistance areas to find karna hai yeah Kafi hot Park new trailer ke liye best Hai Kyunki jab tak Aane forex market mein support and resistance area Kisi bhi currency pairs Ke Nahi Maloom hoga toh hum acche tarike se trading nahi kar sakte secondly aap ko pata hona chahiye Punjabi forex market mein trading Karte Hain toh Hame Pata hona chahiye K Market me trading karte waqt Hamesha stop loss and take profit limit support and resistance area ke kareeb Kareeb Jati Hai
    • #3 Collapse

      Bhai aap ne theek kaha hai aur sub ko hamesha support aur resistance ko dekh kar hi trade kani chahyea aur yeh best entry points hotay hain trading kay lye kyun kay support aur resistance per hi market retract karti hai aur aksar yahan se hi trend change hota hai iss lye RSI ko zaroor follow karain
      • #4 Collapse

        Friend main to Forex k charts main key supports aur resistance level ko ni janta aur na he main ne kabi in k mutabiq trade he ki hay main charts k indicator ki help se trade kerta hoon aur indicators aur Forex news se Forex market ko analysis ker trade kerta hoon aur is se profit earn ker lata hoon but kabi loss b ho jata hay.
        • #5 Collapse

          bhai jaan ap ny jo information di hy yeh boht he important hy jis mn hum ko agar is waqt faidaho ga jb hum is mn zaida sy zaida mehant kary gy tu is lye humeny hum is mn zaida sy zaida kaam kar k is mn acha khasa earn kar sktey hny ...
          • #6 Collapse

            g bhai support & resistance levels ko ap ny barra acha define kiya hy aur yehi levels charts mein market ko analyze krny mein helpful hoty hain keun k market jb bhi in levels k aas paas pahnchti hy to us mein kafi change aata hy jo kisi bhi pair ki price py lafi asar andaaz hota hy
            • #7 Collapse

              Dear RSI aik indicator hai jo kay meta trader 4 mein use hota hai aur yeh by default iss application mein available hain aur yeh aap ko trading mein madad deta hai iss kay zaryea aap apni trade ka best entry point bhi select kar saktay hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Yes bhae app ny kafi ache information humeray sath share ki hy ager hum insta forex main chart analysis main key horizental level support k hoon ya resistance ager theek say find ker letay haen to pher app ko us main kafi ache technical analysis main help mil jate hy app ko forex main analysis ker k he market main enter hona hota hy our support and resistance levels nikalna basic step hota hy jo theek say ker leta hy wo ache trade laga k acha tp lay leta hy

                اب آن لائن

                Working...
                X