Forex trading main patience bahot zaruri hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main patience bahot zaruri hota hai
    Agar ham open trades ko just thora sa profit hony per close kerty hain aur new trade open ker lety hain tou thora profit bhi loss main chala jata hai tou kia hamain sabar sy kam nehi lena chahiay jab hamain kisi bhi trade main profit hasil ho raha ho tab bhi?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Patience tou forex trading main must hai beshak woh profit main trade ky chalny per ho ky zyada profit earn Kia ja saky ya phir loss main chalny wali trade per ho ky market reverse zarur move kerti hai aur loss main agar trade ko kafi dair tak chalny dia jaey tou profit main zarur ati hai
    • #3 Collapse

      Achi bat khee. lekin thora strategy bhe ho tab hay jab koi bnda hay he new one wo to aesay he kray ga q k us becharay ko ye he ni pta hota k strategies han kia to sab se pehlay insan 1 strategy bnay sath standard Suppor/Resistance ka pta ho phr trade lgay is liay kha jata hay thora seekh k trading start ki jay to boht profitable hay sath apnay capital k 3% risk ratio k sath trade ki jay to boht acha rahta hay.
      • #4 Collapse

        Koin nahe dear jab tak app forex main patients k sath trade nahe krean gay humesha loss karen gay to dosto jin traders k andar bardasht kum hoti hai our wo jald bazi kertay hain to wo kafi loss kerty hain to app ko humesha forex main sakoon say our cool mind k sath tension free ho k trade kerni chahy pher he acha profit earn ho ga
        • #5 Collapse

          yes mery dost forex main ager kisi ko successful trader banana hai to pher to us ko phelay self control kerna ho ga siekhna ho ga k us ko apny oper self control kesay kerna hai apnay andar patients kesay peda kerna hai oru kesay trade kerni hai ap ko us main hard work kerna ho ga our her iak cheez ki learning app ko kerna ho ge pher he kamyaaab trader banan gay
          • #6 Collapse

            Gee haan sabar forumaur forex mein bahut zaroori hai agar aap ki trade profit mein hai tou aap dekhain kay agar trend change nahin ho raha tou aap sabar se kaam lain aur aap dekhain gay kay aap ko uss trade se bahut faida ho ga aur kam profit mein trade kabhi bhi close na karain
            • #7 Collapse

              Bashak Forex trading ma patience aik Zroori amal hy agr posting krty hy to ap ko patience sy km lyna chy or zyda zyda bonus hasal kr k aik experience or patience wali trading krni chy agr ap patience wali trading krty to ap profit b Acha mily ga
              • #8 Collapse

                hna g yeh ak aisa business hy jis mn hum ko boht faida hota hy is waqt jb humeny is ki information hoti hy is mn is ko hasil kaney k lye is mn sb sy zaida sy zaida knowledge or expernice ki zaroorat hoti hy jsi ko hum jitny bhe hny mehant or zaida sy zaida pratice sy hasil kartey hny ...
                • #9 Collapse

                  Forex mein patience bahut hi zaroori hai agar aap mein patience nahin hai tou aap forex mein kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar saktay hain apnay aap ko cool mind rakhain aur hamesha soch samajh ker aur sabar se kaam lae kar trade lagain
                  • #10 Collapse

                    Dear friends, forex main survive karnay k lea patience bahut hi important hota hay...agar hamain market ki movement samjh na aa re ho aur koi strong signal na mil raha ho to hamain patience show karna chaheay aur trade open nai karni chaheay warna hamain loss aa sakta hay.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      g dear mn ap ko batana chahta hun kih ager hum trading kkertey wqt saber ka muzahira ni karen gey to hmen loss k ilawa or koi faida ni hoga is liye trading start kerney k liye zaroori h kih hum apney emotions ko control ker k or fresh minded ho ker trading start karen or humen profit mn jati hui trade ko close ker k new trade open ni kerni chahiye ku kih is sey humen loss k ilawa or koi chez ni mile gi,.............

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X