Forex trading gold kay next annaylis kia hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading gold kay next annaylis kia hain
    Forex martket main aap kay khial main gold kay next annaylis kia ho sakay hain hamain aisa kia karna chiay kay ham gold kay uper trading kar kay huge amount of profit earn kar sakain. Hamain aisa kia karna chiay.
    Means 2 say abi jaisay gold ka lag raha hai kay kuch na kuch reversal show karay ga .
    Aap ka kia khial hai kay gold apna trend completely change kar lay ga ya phir nahi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gold ki next move ki b baat krta hun pehley bata du k Gold k upar huge profit ki soch shayad mushkil ho sakti ha kyon k gold ki movement bohat fast hoti ha loss profit both fast aur zyada hota ha ap ko issko samjhnay k liye ziada experience chaiye iski practice se ap ka knowledge barhay ga gold pe gold ne apni support se tou kaafi upar agya ha aaj b gold ka nechay koi candle nai bana possible ha gold yahan se kucu reversalnzaroor banay ga
    • #3 Collapse

      Dear gold ki market k bary mein kuch nai kaha ja sakta gold ki movement bahut fast hotiii hay gold sy bahut hi kam log hain jo profit hasil kar sakty hain gold py ap scalping kar k kuch bounus hasil kar sakty hain huge bounus k bary mein gold py na sochen acha sa pair select karen aor us py huge profit k bary mein sochen us k bary mein analysis kar k trade lagaein
      • #4 Collapse

        Jahan tak mera khayal ha gold bahut ziyada bearish chala gaya ha ab zarur boolish ki tarf wapas ay ga so meray pas to balance nai ha agr balance hota bhi sahe to me abi bhi gold ko buy krta kyun k gold ab expectation say bahut nechay ajta ha mera khayal main to next week ab gold up trend main jaye ga. Let c kia hota ha
        • #5 Collapse

          Bhai jab tak usd index up ja raha hai tou gold ki upward jany ki koi umeed nehi lagai ja sakti gold zyada down isi waja sy ja raha hai ky usd index strong hua hai agar usd index 100 ko cross kerta hai tou gold ho sakta hai 1000 ki taraf move kery
          • #6 Collapse

            dear main to gold ko still bullish abhe diekh raha hoon main nay kal bhe us k forum k oper chart k sath analysis lagaey thay our us k mutabik our time k mutabik gold nay buy kia our high 1182 kia main nay 1163 say buy kerwaeya tha abhe daily pin bar closing hoey hai liken ye bearish pin bar hai us main gold still ho sagta hai long term main bearish trend ko continue rakhey
            • #7 Collapse

              main to bhae gold ko abhe down trend he diekh rahi hoon jab tak ye 1 week daily buy candles main closing nahe kerta hai us ka sell he trend rahey ga ap us ko kisi bhe achy level say sell ker sagty hain kal ki resistance us nay 1183 baneaya hai us say ap us ko acha candle signal milnay pay sell ker sagty hain
              • #8 Collapse

                main to gold ko still bullish abhe diekh raha hoon main nay kal bhe us k forum k oper chart k saath sath analysis lagaey thay our ooss k mutabik our time k mutaabik gold nay buy kia our high 1183 kia main nay 1167 say buy kerwaeya tha lakin mera khayal ha gold bahut ziyada bearish chala gaya ha ab zarur boolish ki tarf wapas ay ga
                • #9 Collapse

                  mera khayal ha gold bahut ziyada bearish chala gaya ha ab zarur boolish ki tarf wapas ay ga so meray pas to balance nai ha agr balance hota bhi sahe to me abi bhi gold ko buy krta to gold ko abhe down trend he diekh raha hoon jab tak ye 1 week daily buy candles main closing nahe kerta hai us ka sell he trend rahey ga
                  • #10 Collapse

                    slaam to all form members...gold ka zyida inhasar dolor par depend krta ha dolor up jye ga tu gold down jye ga ajj kal gold ke moment down he ha lakin is friday ko up howa ha gold jo ka mezeed tab tak possible ha jab tak dolor nicha raha ga kal iyk cad he news thi us na dolor ko iyk bar nicha kyia tha app umeed ha koi news aye to dolor mazed nicha aye ga wasa filhal gold ke uptrend show ho raha ha...
                    • #11 Collapse

                      gold ab apnay strong weekly support par agaya ha par humainy abi b buy nehi karna chahiey humainy day or 4 hours kay time frame me nazar rakhni chahiey ku kay ab gold chu kay strong weekly support par ha to ab kuch pull back maray ga agr hum is pul back ko 4 hours me gain karay to humain bohat zada profit mil sakta ha is liey ab 4 hours time me bullish signal ka wait karna chahiey
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        gold ki movement mujhay abi down hi lag rahi hai yeh thora break le raha hai agar trump k kalay kartoot phir nazar aay gold thora up janay k mode main ho or dollar gire ga meri nazar main ab dollar ki khair nai hai yeh boht kamzor hota aap ko gold ko aud index k sath trade kare gold or aud ek sath up down hote hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X