Open a Demo accoun and try to analyze charts why and when it up and down

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Demo account main practice kr key hum forex charts aur indicators ko samjh saktey hain aur market key trend ko judge kr saktey hain. Practice sey hum trading skills ko seekh saktey hain aur confidence key sath kam kar saktey hain. Demo account main small equity key sath kam kia jaye to trading jald perfect ho sakti hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      agar hum demo account par trading karen gay to es trha humari trading practice achi hoti hay aur hum esmain kamyab ho sakty hay aur humay esmain sabar say kam karna chahiey kyun keh ye aik bohat aham cheez hay
      • #93 Collapse

        demo main learn kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur analye kar k hi trade karni ho gi aur market main up aur down ko dekh k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur loss kam ho saky
        • #94 Collapse

          G han demo acount es liye hi hota hy k hum trading seekhen charts ko analysis karen aur unki up down movement check karen tab ja k koi faida hy demo trading aur ye sab karna bhe chahye kyo k demo py koi pesy nahi lagy aur na hi loss ka koi khatra es liye demo py sahe sy learning karen
          • #95 Collapse

            demo account main samjhta hon sab se best hai frex trading sakhne k lie ap jitna zadai demo pai kam karo gay une he apki skills develop honge utna he apko experiene aur trading say mutaliq knowledge gain hoga jitne demo pai practice kaor gay ap
            • #96 Collapse

              G bilkul demo account pe practice ka ye mtlab nhi hai ke ap order place kr ke chor den bal ke chart ko analyze krna seekhna chshiye aur trend find krne k treqe aur ilamaat find out krni chahiyen ta k real pe sahi use kr sken
              • #97 Collapse

                sabse Pehle Hame Ishq Mein Ek analysis ka chart create karna padta hai Jab chart create ho jata hai phir Hum isme analysis nikal sakte hain aur prediction bhi kar sakte hain
                 
                • #98 Collapse

                  Dear insta ny demo account pr trading ki bht achi facility di ha hmn demo account pr zyada sy zyada practice karni chahyei.r practice mn non serious behaviour ni hona chahyei demo account pr charts pr analysis kar k trading karni chahyei.ta m real account pr trading easy ho.
                  • #99 Collapse

                    Aapne demo account par sabse Pehle kaam karna hai real trading Apne start nahi karni Hamesha Apne Apne kaam ko start kare Jab aap demo account par practice karte hain aur apne strategies ko use karte hain tab aap real account for accha kaam kar sakte hain isliye demo par Hamesha kaam kare Phir real account par kaam kare
                    • #100 Collapse

                      forex trading ka mokamml knowledge aur experience jab koi trader hasil kr leta hy to us main ap technical aur fundamental annaylsis bi krna seekh jaty ho aur mt4 ki application main ap chart ko bi sahee tra parhna shuru kr lety ho per yeh knowledge wasy hasil ni hota is k liy ap ko bahut ziada hard work ki zaroort hoti hy
                      • #101 Collapse

                        aap sab ko chahiye ki sabse Pehle aap apna ekdum account create Kare his Punjab Daily base par Apna analysis watch out Kare analysis kya hota hai usko Kaise bache ke liye use Kiya jata hai Yeh Sab aap ko Jana Hoga
                         
                        • #102 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: getwork پيغام ديکھيے
                          "we have to pay more and more attention how the chart work here we need to make our analysis more and more perfect and good if we have to get her profit on daily basis, yes here we should not only think about the profit but here we have loss which we have to manage which is not easy task for us work so hard work"
                          New traders ko chahiye ke Woh Jab Forex trading Mein trade start karne ka Sachitra in Kota Yeh ke pehle demo account mein jyada Se Jyada trade Karke trading call karna sikhe
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #103 Collapse

                            Yes dear aap ki baat sahi hay ham sab ko sab say pehlay demo account kholna chahiye is may practice kerni chahiye or aap ko ziyada say ziyada market kay chart ko watch or analyze kerna chahiye is tarah aap ko chart ki movement ka andaaza ho jaaye ga or aap next movement guess kernAy kay kaabil ho jao gay
                            • #104 Collapse

                              bahi ma agy b ap sab say ak bat kahata hu ager ap na kuch na kuch sikhna hi to sab say phly demo account bana kay as pa trade kary as pa ap chart open kary awor indicator open kar kay market ka hisab lagy kay as na up jana hi ya down asy ap zeadha sikh sakty hu
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Re: Open a Demo accoun and try to analyze charts why and when it up and down

                                hamain markt main practice kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky ga aur hamain is main demo main practice kar k hi hum achy say trade kar sakty hain aur is forex main charrt ko use kar k hi hum run karein gay it is best job

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X