Best practice gives you best results....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    slaam to all forum members...knowledge ur practice boht zarori ha forex ka lyia har koi is ke ahmyat ko janta ha boht sa new user is ko nazr andaz kr deta hain wo shortcut dodnta rhta hian jiss ka nuksan sirf loss he hota ha app jitni zyida mehnt kro ga uthna he app ko mitha phal mila ga forex iyk long term business ha is main rato raat ameer banan ke koshish mat krin...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Yes dear it is correct ager hum ne Forex se kuch earn kerna hay to humain is main mehnat kerni hay aur is ko ziada time dana ho ga hum Forex ko jitna ziada time dain gay utna he ziada is ka experience hasil ker sektay hain aur Forex main jitna ziada experience ho is main profit earn kerne aur loss se avoid kerne k utna he ziada moqe hotay hain.
      • #18 Collapse

        wo tu hy is mn agar humeri pratice or humera expernice zaida sy zaida ho ga tu humeny is mn boht faida go or hum ko is mn kisi bhe qasam ki koi tennshion bhe nhn ho gi is lye humeny chayeh k hum is mn sb sy zaida pratice or expernice per focus kry ...
        • #19 Collapse

          G bilkul ap nee theek kaha hy ham jitna time forex ko dain gy hamary liay utna faida hy. har cheez time mangti he kisi cheez ko bgair time diay kabhi ham kuch nahi kar sakty. aur new members ke liay to time daina bohat he important hota he.
          • #20 Collapse

            forex se acha profit lainay k liay hum ko real account par b 1 year practice karna ho gi is k liay profit ki tarf nai sochna chain ek year ya is zaida jab tk loss ko 20% se b kam nai kar laite us waqat tk forex ko sikhain jab sikh gai phir profit khud hi banna shuru ho jay ga jo withdraw kar sakte hai
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              g bhai jan app nay sahi kaha kay jitni app achi practice karein gay app ko her barr new thing sekhnay ko milay ge - lakin yeh yaad rahay kay sirf mashq nhi karni ap nay mukhtalif indicators ko istmaal main laa kar back testing karni hay - yeh bht zarori hay ic ki sab say badi wajah yeh hay kay agar ic main kuchkhamiyaan hnge to wo door ho skein ge - baqi app aik dafa amal karein gay to her chz wazeh hjye ge

              اب آن لائن

              Working...
              X