Hm dusri bar ghalti q krty hn?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hm dusri bar ghalti q krty hn?
    Dear members of Pakistan forex forum agar hm ek bar ghalti kr k ghalt trade lga dety hn jiska hmen loss ho jata hy ar phr hmen apni ghalti ka ehsas b ho jata hy to phr same ghalti hm dobara kuch hi dino bad kr bethty hn, hm ye ghalti q dohraty hn? Mery khyal mn iski sb se bri wja be sabri hy ar apky khyal mn???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bilkul besabri es ke wajha hay k ham loss kar k bhe wohi ghalti dobara repeat karty hain aur dosri es ke wajha ye hay kay hamara jab koi plan nahi hota to ham phir yehi karty hain. Agar plan maloom ho pehly se to na he vhlti dobara hoge aur na he disappointment.
    • #3 Collapse

      g dear yeh galti sirf wohi trasers kertey hn jo kih demo account per practice ni kertey hn or phir dosri baar wohi jaldbaazi kertey hn or trading start ker detey hn un ko phir bhi loss ka samna kerna perta h.........
      • #4 Collapse

        dear forex trading main jo log aik bar ghalty kerty hn lkn is ghalty se seekhty hn wo to thk rehty hn lkn jo traders aik hi ghalty ko bar bar rapeat kerty hn wo kamyab ni rehty bulkey loss hi khaty hn ,trading main ghalty hoty hi seekhny ke liy hy lkn bar bar aik hi mistake repeat ni kerny chay
        Signature removed by moderator
        • #5 Collapse

          han g ap ne bilkul thek kaha hai agr ham forex me apni mistakes ko note karna shoro kar dein or un ka hal donndna shoro kar dein to mary kheyal se ham dubara apni mistakes ko revise nhi kary gy or es se hamary experience me acha izafa hoga
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: malikzaidsajid پيغام ديکھيے
            Dear members of Pakistan forex forum agar hm ek bar ghalti kr k ghalt trade lga dety hn jiska hmen loss ho jata hy ar phr hmen apni ghalti ka ehsas b ho jata hy to phr same ghalti hm dobara kuch hi dino bad kr bethty hn, hm ye ghalti q dohraty hn? Mery khyal mn iski sb se bri wja be sabri hy ar apky khyal mn???
            Salam Bhai Mary Khayal ma him log dosri bar is leya ghalti krty ha kau ky him log lalach krty ha is leya him sub logo ko mhnat krna hoti ha jitni him log mhnat krty ha itna him log Kamyab ho jaty ha mhnat bhot zarori ha Bhai
            Removed by Moderator.
            • #7 Collapse

              Kiw k brother hum apne emotions per kabo nahi paa sakte hai, yeh sab newbie trader k saat hota hai mere saat b huwa , jis galti ki waja se mjy loss huwa or mein ne loss k bad tahiya b kiya k ab yeh galti nai kro ga lekin jab phir next time trading ki aur greed aur emotions mein aa ker wo he galti ki .
              THUMBS UP & APPRECIATE :1f618:
              • #8 Collapse

                friend forex main dobara ghalti ki mairi nazar main 2 he wajoohaat ho sakti hain. ake kisi shakhs ka non skilled hona aor 2nd lalich in 2 wajoohaat k elaawa koi teesri waja ho hi nai sakti kam illmi maar daiti hy aor lalich gaarh daita hy
                • #9 Collapse

                  Galati aik asi cheez hai jo kisi se be hosakti hai par koi koi galation se sabaq hasil karta hai, or agr aek hi ki gai galati dubara repeat ho matlab us galati se sabaq hasil nahi kia islie galatiyan repeat hoti hain agr hum apni galation par focus karen to kbi wo galatiyan dubara repeat nahi hongi.
                  • #10 Collapse

                    BHAI JAN JAB HMARI TRADE LOSS MEN CHALI JATI HY TO HAM APNA patience kho dety hain jis ki wja sy ham chaty hain ka hmara ye loss jaldi recover ho jaye jis ham jald bazi men a ker ghair zma dari show kerty huwe galt trading shuru kerty hain.isi wja sy pher ham sy bar bar galtian ho jati hain.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Dear Members forex trading me again ghlti krny ki wja ye b hai k hm apni pichli ghlti ko recover nhi krty ghlti ka ahesas ho to jata hai pr usy sudharty nhi is k ilawa again ghlti krna ye b lalch k mamly me ata hai dil me lalach hota hai is lie jan bujh kr ziyada earn krny k chkr me ghlti kr beththy hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X