able to trade without taking risk

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    nahi mere bhai me nahi samjta k forex trading me hum risk liye bagher trade kr sakte hen risk to hota hy bus farq is bat ka hy k hum risk ziada ye lete hen ya kam lete hen wese Forex Trading to hy hi risky kaam aur is me kuch balke kuch nahi ziada insan ka luck khelta hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      ji haan dear wesay mairay khyaal mai ager hum forex trading mai risk nahi len gay to hum is mai profit bhi earn nahi kar pain gay yai bhut achaa bussniss hay hamay chaiye kay hum forex mai risk nahi len gay to hum profit nahi kar saken gay is liye hamay chaiye kay hum is mai bhut bhut hard working karen.............................
      • #168 Collapse

        Assalam o alaikum g dear hr kaam mai risak hy without hum profit ka soch bhi nahi saktey i think koi bhi esa kaam nahi hy jis mai risak na ho or ye online business hy yahan every second ap ki risk level cahnge hoti rehti hy.
        • #169 Collapse

          g han hr bsuiness me risk hota ha or risk lie bghir insan trading b ni kar sakta esi lie risk b len aparta ha har situation ko face karna hota ha trading me or kmayb wo he insan hota ha jo asi situations ko face kar leta ha or success haisl kar leta ha
          • #170 Collapse

            AOA. bhai shb jasa k ap janty han k forex trading aik business ha jo k puri duniya ma mashoor ha bary sa bary trader ko bhi ic bayt ka dar rahta ha k khin loss na ho jay kun k loss or profit business ka hisa han.
            • #171 Collapse

              Mere khayal main agar ap market news or analysis ki base par trading karain gay to ap ko loss kay chance kam hon gay. rough trading say bachain.
              • #172 Collapse

                Dear mere khayal se risk ko khatam nahi kia ja sakta lekin ham apne strategies ke sath or trading plan ke sath risk ko control kar sakte hain or is ko ham kam se kam kar sakte hain, or yad rahe jab mostly hame koi acha trading point nahi mil raha hota to ham phir bi kisi na kisi tarika se trade laga dete hain bass wohi hamara risk hota hai, yad rahe ap trading tab hi karen jab apko sahi trading level ya point mil jae warna ap wait hi kare...
                • #173 Collapse

                  trading without risk is not possible and if we want to earn profit we need to take risk and invest our money so that we can get profit but for that we need good knowledge of trading and take minimum risks.
                  • #174 Collapse

                    meray khayl sa ap ko demo practice aus waqt tk nehi chorni chye jb tk ap ko trend follow karnay ki skills na mil jay aur ap ko low risk sa safe trade karni chye aur apni greed sa avoid karna chey
                    :cool::cool::cool:
                    • #175 Collapse

                      trading risk us waqat zyada hota hai jab aap ka best trading knowledge kam ho is liye aap ko demo practice ki zyada zarorat hai tabhi risk se bacha ja sakta hai aur profit earning zyada ho sakti hai.
                      • #176 Collapse

                        if you want more profit from this market then you must first increase you balance at your account,you must build at least $500 dollar in your real account then do trading on real account then enjoy a lot of profit on daily base,and enjoy to this business.
                        • #177 Collapse

                          jo banda forex main risk nahi leta wo iss main bohat kam hi kamyaab hota hai. hum forex market main hamesha risk main hi rehtay hain. hamesha wohi banda big profits win karta hai jo iss main zayada risk leta hai.
                          • #178 Collapse

                            bhai mere khayaal mai to app isko avhi tarah learn karo aur ziyada se ziyada experience hasil karo phir jab aap ko achi tarah knowledge hojaye to phir aap forx mai trading karoge to aap ko loss kam se kam aur ziyada profit hasil hoga........
                            • #179 Collapse

                              Forex market is the risky market. But you can say that the risk is less if we are get the complete knowledge of the market.
                              Because knowledge is the key to success and we say that time less risk in the Forex market.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                forex aek risky buisness ha jis mein humen earning karne k liye risk lena he parta ha aur is liye mein kehna chahun gi k aek achi earning karne k liye risk lena he parta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X