kam size ka lots ka faida

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kam size ka lots ka faida
    aslam o alikum dear friends aj mein apko bata ta ho ka agar apky pass balance kam hey yani 40$ hey tu aap kam size ka lots yani 0.1 ka lot use kary taky lose time mein apko zayda noksan nahi hoga agar profit nahi mela tu zayda noksan b nahi hoga apko
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    kam size k loss ka ye faida hota h k is sey loss kam hota h or ap is sy achi earning kkr sakty han agar hm demo account pr apni practice nh karen gey to loss ka samna hoga or is lye demo account p practice krni chahye practice sy knowledge or expirence dno men izafa hota h..................
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Brother forex trading main new commers k paas aam tor pay bohat kam capital hota hai ager new commers apna lot size 0.01 rekhty hain to iss se inko nuqsan bohat kam ho ga kion k new members ko trading experience nahi hota aur wo jaldi main ziada lot size laga laity hain jis se unka account wash ho jata hai aur wo mayoos ho jaty hain lot size chota rekhnay se aap long term tak trading ker sakty hain jis se aap ko experience hasil hoga aur ye ap k future trades k liye bohat fiada de ga.

      اب آن لائن

      Working...
      X