Are you a loser if you lack Patience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    g han forex trading mien agar apke andar patience nahi hain to is mein apko phir just loss hi hoga is liye apko chahiye ke ap apne andar patience paida karen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      humain agr sabar saya kam nai kia hay to huamin kafi risk ho sakta hay agr hum aik dam is main trade ko bgyr sochy smjhy rok dyty hain to humain koi faida nai ho ga loss ho ga
      • #123 Collapse

        Trading key doran patience buhat important hy aur is sey aap big loss sey khud ko bacha letay hain lekan jo log jald bazi main quick decision letay hain, woh loss uthatey hain. Trading main agar aap loss sey ghabra kar jald bazi main decisions lain gey to yeh paidar nahi ho ga aur aap ko loss honey key chances barh jayen gey. Patience trading key doran buhat zarori hy.
        • #124 Collapse

          forex trading main agar hum sabar kay sath trading karty hay to esmain humay he faida hota hay aur hum market main achi earning kar sakty hay aur humay esmain ziada mehnat karni chahiey ye zarori hay
          • #125 Collapse

            g han loss hamain hamari hi waja say hi hota hai aur learn kar k hi trade karni ho gi aur loss say bachny k liye hard wrok karni ho gi aur trend ko mind main rakhna ho ga ta k loss kam ho aur earning ho
            • #126 Collapse

              Han g apki baat bilkul thek hai hamain trading krty wakat patience sy kam krna chaye is sy hamain pta chlta rahay ga k hum kahan thek thy or kahan wrong chahay hamain profit ho ya loss patience rkhny sy hum apni gltio ko b daikh skain gy
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #127 Collapse

                g han dear ap apni patience ki waja se bhi loss ker sakty hein trading men boht thandy mind se kam kerna parta hai ap forex men jab mind ko relax ker k kam kerien gay tu ap zada acha kam ker sakty hein or ager jald bazi se kam kerien gay ap ko loss ho skata hai
                • #128 Collapse

                  Trading mai profitable trades 80% patience pay depend krti hai Or patience less ho kr trading krnay say hmesha traders ko loss hi hota hai isi liye trading mai kbi b jldbazi nhi krni chahiye blkay complete patience ko use krtay huway market ko analyse krtay huway hi trading krna better rhta hai.
                  • #129 Collapse

                    g han dear agar ap luck py raho to ap bohat he achi earning nahi kr sakty is liye hamesha luck py depend krna apko loss he dilwata ha is liye hamesha hard work or acha experience k sath work he apko kamyab earning dila sakta ha
                    • #130 Collapse

                      pyary bhai luck sy sirf 50 50 trad hoti ha q k itna acha to luck sb ka hota nahi k har open ki howi trad profit mein jaye to i think luck jo ha wo ap k loss ka zimadar banta ha is liye hamesha acha experience or knowledge ho tabhi is mein work kreen or work sy pehly achi practice zarori ha jis sy zyada loss sy bacha ja sakta ha
                      • #131 Collapse

                        may dear friend ma ap ko ya bat batna cahta hu k ager ap as business ma suess huna cahty hi to ap ko kafi partice karni hu gai awer ap kbi loser ni kahlawa sako gay k jo b kahy ap ko ak acha awor susseful insan ka name la k yad kary awor apny friend ko b ya business shuro karwy
                        • #132 Collapse

                          g han mery bhai luck jo hota ha wo luck he rehta ha is liye hard work or killling stergity sy work kr k hum bohat he acha profit earn kr sakty hei is liye luck py depend rehna galat ha khud ka acha kam he hamen kamyabi dila sakta ha
                          • #133 Collapse

                            G han app nay Sahi kaha ma nay insta forex par kam kiya ak month lakin jasay hi mojy instalment Mila to mojy boht afsoos hoa k Sara month kam karny say itnay kam earning mojy boht loss hoa or ma a lack patient hon
                            • #134 Collapse

                              G han agar ap mein sabre name ki koi chez nahi hy tou ye pakki bat hy k ap losser hi raho gy kyo k forex mein sabre ki boht aihmiyat hy jab sabre karo gy tou trading bhe achee kar sako gy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                G bilkul trading ke basics rules men ye bhi sub se important hai ke ap patience ke sath trade kren kiun ke jaldbazi men aksar nuqsan hota hai , is liye agr trade ka munasib entry point na mile to hfta bhi wait krna pre to krna chahiye aur munasib waqt ane pr trade krni chahiye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X