Apny loss sy sabaq hasil krny waaly hi aik din kamyab hoty hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apny loss sy sabaq hasil krny waaly hi aik din kamyab hoty hain
    trading k dauraan jo log loss krty hain aur phr uss loss sy koi naya sabaq seekhty hain woh zroor aik na aik din kamyab trader ban k ubharty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bhai apki baat bilkul sahi hy k forex mein apny loss sy sabaq haasil krny waaly zroor kamyab hoty hain lekin us loss ki reason ko zehn mein rakhty huye usay repeat honay sy bhi bachana hy keun k agr aisa na kiya to phir koi faida nhi
    • #3 Collapse

      g dost sahi kaha aap ny aur ye kafi important point hy jis py kafi traders tawajhu nhi detey jiski wajha sy woh musalsal loss ka shikaar hoty hain aur phir us loss ko recover krny k chakkar mein parry rehty hain aur aisy traders kabhi kamyab nhi ho sakty
      • #4 Collapse

        off course dear forex main jo bhe trader us main profit ya loss apni mistakes ki waja say kerty hain to wo us main kafi loss kerty hian un ko us main mehnat kerna ho ge our apni mistakes ko note kerna ho ga jes ko aik trading journal bnanana ho ga phr he wo apny loss ko cover ker pain gay our us main future main achy trader ban pain gay
        • #5 Collapse

          Yes sir I agree that trader good learning with loss becase jab loss hota hay to trader ki mistake ki waja say hota hay, and aik good trader wohi mistake again nahi karta, jes say next time wo earning karta hay, es liay es ki proper learning and reguar practice karna zaroori hay.
          • #6 Collapse

            forex trading mai ham ko profit b hota hai aur loss b ho sakta hai. ham ko chahiye k ham loss sy bachnay k liye apny purany loss sy lesson learn kare taky ham ko future mai koi loss na ho aur ham acha profit kama saken.
            • #7 Collapse

              Ye to baat thek Hy insane Jo b kaam krta Hy usy Shri main to loss hota he Hy q k usy tajurba ni hota lakin JB wo kaam ko samjh jata Hy to usy boht kam loss hota Hy easy b Kisi say kaam samjh ni aata Thora time daina parta hy
              • #8 Collapse

                bohat acha sawal ha ager hum ko forex ma loss hote ha to per hum ko apni mistake ka aysas hota ha es leya hum ko loss sa sabak melta ha laken ager hum apni mistake ko correct nhi karta ha to per hum ko or zeyada loss ho sakte ha es leya apni loss ko correct karna hoge...........
                • #9 Collapse

                  Yes of course yeah but aap ki sahi hai jo Apne losses ke upar se baat karte hain karte hain George Janko Apne loss apni mistakes Se Kabhi recovery karne ka fayda hota hai toh Hame chahiye kya humse Bhi Apne instaforex gonna sit outside trading Kare toh apni mistake score mind Mein rakhte hue apni mistakes ko Dobara se repite nahi karna chahiye Hame chahiye ke hum Jab Bhi Apne instaforex bonus account se trading kare Toh acche tarike se mistake sorry cover repeat Na Kare aur chatting Kare Ashram Kafi acha recover kar Sakenge
                  • #10 Collapse

                    Sahee kaha hy kio k jo traders apni mistke sy sabaq seekhty hain wo waqy e aik din bahut bery trader ban jaty hain aur yeh kamyab traders ki nishani hoti hy k apny loss hony sy sabaq seekhty hain aur us loss hony ki waja ko note kr lety hain aur us k bad usko kbi bi ni dohraty
                    • #11 Collapse

                      Jo log loss se sabq seekhte hai apne galtio ko samjhte hai wo he aik din kamyab hote hai, lekin maximum trader aik he galti again and again kerte hai aur her br usi galti ki waja se loss kerte hai jin mein b shamil ho , hume puri khushish kerni chaiye k apne loss ki waja ko avoid kare aur dubra us mistake ko na hone dy tab he hum kamyab ho sakte hai.
                      THUMBS UP & APPRECIATE :1f618:
                      • #12 Collapse

                        hna g ap ny thek kaha hy jo bhe agAr ak bnda is mn loss hasil karta hy tu wo is ,mn mazeed mehnat kar k is mn kamyab hasil kar yahne is mn acha khasa sakh k is mn is ki sari information hasil kqr k phr aca sabaq sakh jata hy ,,,
                        • #13 Collapse

                          Loss hamaisha galayiyon ke sabab hota hai agr galatiyan nahon to loss nahi hoga bhut kam log hote hain jo galatiyon se sekhte hain or un galatiyun ko repeat nahi hone dete phr un ke liye kamyabi hasil karna mushkil nahi hota.
                          • #14 Collapse

                            off course dear forex main jo bhe trader us main profit ya loss apni mistakes ki waja say kerty hain to wo us main kafi loss kerty hian un ko us main mehnat kerna ho ge our apni mistakes ko note kerna ho ga jes ko aik trading journal bnanana ho ga.............
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear ye Sahi bat hai ky har ghlti krny wala he sekhta hai forex trading me aksar loss ho jata hai or wo loss aksar kisi ghltion ki wja dy hota hai har trader ko chaiey apni ghaltiya yad rkhy or next time me usy sudhary qu k thokar khaa kr uthny wala he asal me kamiyab hota hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X