Divergence kia hai hoti hai our kesya work kerti hai??????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Divergence kia hai hoti hai our kesya work kerti hai??????
    Dosto forex main ap nay convergence our divergence ka to suna hoo ga kafi post bhe read ki hoon ge main app ko us k barey main detail say btati hoon forex main humery pas mt4 k andar kafi indicators hain jin main RSI hai Stochastic hai MACD hai our bhe kafi hain liken ye kafi use hotay hain our humean divergence base signal dity hien jin ko detect kerna asaan hota hai convergence ko detect kerna hard hai Divergence k oper app easily trade ker lety hain
    Divergence kesay banti hae our phechaan kia hai jab picture main ap GBPJPY ka chart diekhain gay k market nay down price nay beanaye lekin indicator us favor main nahe tha our us nay apny previous low say low nahe baney to us ko divergence khty hain our ye aik strong buy singal hota hai same app sell signal bhe lay sagty hain
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    MT 4 terminal me jetny be indicators use hoty hey ye sab popular indicators hi hey jes ko expert traders hi use karty hey aur ye indicators (RSI, MACD, Moving average) ye sab divergence base par hi signals provide kar sakty hey agar esy indicators ko big time frame chart me use kia jaye to ye short time frame se zeyda strong signals provide karny ki capacity rakty hey.
    • #3 Collapse

      Yeh ap ne bahut hi professional post share ki hy is tartan ki post share kerty rha kerain is se newbies ko kafi kuch seekhny up milta hy. Main samjhta hon MT4 main jitny bhi indicator use howy hain ( MCAD . RID etc )) yeh Seb divergence base hain ager inki proper use keya jaey to yeh bahut earnings dy sakty hain.
      • #4 Collapse

        Madam aap ki baat bilkul theek hai aur aap ne bahut achi post ki hai aise hi posts forum per honi chahyain kyun kay inn se new comers ko bahut kuch seekhnay ko milta hai aap ka analysis bahut acha hai aur umeed karta hoon kay iss se sub members ko bahut faida ho ga
        • #5 Collapse

          slam to all forum members....bohat sary indicator apko market trend k mutabiq signal de rahy hoty hain jo k trend k hisab se bilkul perfect hoty hain lekin phir b market in signals k against chali jati hai is ko divergence kehty hain or ye zyada tar news k time dekhny mein aati hain is liye apko news k time nhayt ahtyat se trading krni chahiye....
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Dear app ny ache divergence strategy humery sath share ki hy hum us main acha profit earn ker sagtay haen us main koi bhe oscillator indicatir use ker sagtay haen jin main RSI stochastic indicator ya MFI ya koi bhe jo divergence k oper demo main work karey app ko achy result day to uems say app acha profit bna saftay haen

            اب آن لائن

            Working...
            X