failure of trades!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    failure of trades!
    Men forex members se aik sawal ka jawab chahta hoon k trades kamyab bhi hoti hen aor loss bhi hoty rehty hen magr koi bhi 2 most common factor konsy hen jo traded k loss me l jary hen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aslam o alikoum my dear brother aap nay teak kaha hai kay forex trading main aap ko apni skills kay sath trading krni chahaiy agr aap ke skills achi hai to aap mar nhe kha sakty chahiy aap ke trade loss main bhi ho
    • #3 Collapse

      Trend ke opposite trade
      Karny wale hamesha hi failure hoty hein koun ke in ki apni ghalti hoti hai ke wo market ka sahi analysis nai kar paty jis ki wjh se in ka wo miyar nai rahta jis ki wjh se apki trading profit hasil jar saky
      • #4 Collapse

        Dear aap trader agar tension free hai apni trade per confident hai aur uss kay analysis bahut achay hain uss ne tamam indicators ko follow kya hai news ko bhi follow kya hai tou mere khayal mein uss trader ki trade kabhi faure ki taraf ja hi nahin sakti
        • #5 Collapse

          dear nakami ki boht si wajoohat hy likin sab sy pehly to experience ka na hona hy and experience ka liye kaam karna parta hy and and ais dooraan loss ko face karna parta hy and doosra loss sy log ghabra jaty hy jabkey apny loss ki waja py ghoor karna chahyee ais liye ais kaam ky liye saber ki zaroorat hoti hy tab he kamyabi hoti hy
          • #6 Collapse

            bro forex trading me 2 he option hoty hain ya to market up jati hai ya down ese tarha ap ko ya loss ho jata hai agr ap pora work na karo to or agr apna homework pira kar k trading karo planing or strategy or market ko analyse kar k trading karo to profit milta hai or zaror milta hai
            • #7 Collapse

              bohat acha sawal ha ager hum na achi trade karni ha to per hum ko market ke movement ko be check karna hoga ager market ke movement up ja rahe ha per hum ko trade karna hoga per hum ko profit hoge or ager market ke movement ke down jarahe ho to hum ko trade nhi karni ha q ka per hm ko loss hoge es leya market ke movement ko look karta huwa hum ko trade karnna ho ga...........
              • #8 Collapse

                forex mai trading mai loss b ho sakta hai aur profit b. ham ko loss sy bachny k liye phly market ka analysis karna chahiye k market ka trend buy mai ja raha hai ya sell mai. usky baad ham ko kam lot size mai trade karni chahiye.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Thanks for prolific question and also great answers by traders main samjhta hon loss ki bahut se wajohat hain jin main experience ka na hona aor lalich kerna hy. Agar trading main saber se kam lia jaey ,proper knowledge hasil kea jaey to loss k chances kam hain.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X