Forex trading k bary ma knowledge
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading k bary ma knowledge
    Dear friends hm ny dekh ha k Jo log forex trading ma new aty hn un k pas itna knowledge or experience ni hota jis ki wjha sy wo aik achi trading ni kr skty or loss ki trf jaty hn tu Mera ap sy pyla swal ha k aysa kon sa best platform ha jis sy bout acha knowledge hasil ho sky forex k bary ma i think hmain knowledge hasil kr k demo account py ply kam krna chaiy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bohat acha sawal ha ager hum ko forex trade ka bara ma kuch knowledge ha to per hum ko achi profit ho sakte ha laken ager hum ko kuch knowledge nhi ha to per hum ko loss ho sakte ha es leya hum ko sub sa paala forex ka knowledge lana ha us ka baad demo account pa praticies karna ha or per real account pa earning karni ha es tara hum ko achi profit hoge ........
    • #3 Collapse

      Dear aap ne bahut achi baat ki hai aur forex mein humari nakaami ki wajah bhi yehi hai kay hum iss ka knowledge nahin latey aur iss ki practice nahin kartay aur paisay kamanay kay chakar mein forun trading start kar detay hain jis ki wajah se hum loss kar jatay hain humain chahyea kay iss ko proper seekh kar phir trading karain
      • #4 Collapse

        Dear forex trading par har shaks apne experience or knowledge ka mutabik hi earning karta hai.Bhot se log aysy hain jo without experience and knowledge trading start kar dety hain or apna account wash kar lety hain.
        • #5 Collapse

          Je han asa he hay jo new traders atay hain wo essi wajah se loss kar detay hain kay unkay paas knowledge aur experience he nai hota hay ap ne pucha kahan se acha knowledge milay ga tou bhai aap youtube pe learning videos dekkhen aur ap demo pe practice katay rahain practice se ap ka experience bohat acha hojay ga aur aap ka jab tajarba barhay ga aap khud best performance feel krogay sab baat aap ki mehnat ki hay
          :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

          PLEASE VISIT HERE
          • #6 Collapse

            yes dear mn ap ki bat s agree kerta hn g han aisi mistakes sirf or sirf new traders hi kertey hn q kih un k pas knowledge to hota ni h bs wo aker jald baazi sey trading start ker daitey hn meri new traders ko aik advice h kih wo demo account per ja ker fully practice karen or apna experience or knowledge increase karen .............
            • #7 Collapse

              forex trading mai knowledge ka hona bohat zarori hai kyu k knowledge ho ga tb he ham forex trading ko achay tareeky sy kar sakty hain aur is sy maximum profit earn kar k apni kafi needs ko easily fulfill kar sakty hian.
              • #8 Collapse

                brother ap ne bilkul thek kaha hai forex me newbies ye ghalti karty hain k knowledge k bina kam start kar dety hain mgr pahly knowledge hasil karna forex me kamyabi k boht zarori hai or ap forex forum se knowledge hasil karain ya phir youtube se help mang sakty hain or us k bad demo account par pratice karain
                • #9 Collapse

                  new logo k sath loss to hona chain tha jo 30% forex sikhnay k bad invest kar k big lot se trading karte hai mera un ko mashwara hai real invest se pehlay study or demo par practice kare jab real invest karo gai seb se choti lot rakh kar pura year practice karna ho gi big lot se to zaida loss hota hai
                  • #10 Collapse

                    Dear forex trading k bary me har member ko knowledge hona bht zrori hai new trader k pass knowledge or experience bhot km hota hai jis ki wja sy wo loss ka shikaar hoty hain is lie phly forex ka knowledge hasil zror krna chaiey ta k trading business me profit ho
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      is k bary mn knowledge boht important hy kaun k is mn humera jitna bhe zaida knowledge ho ga tu is mn humera itna he zaida faida ho ga is lye humeny chayeh k hum is mn zaida sy zaida knowledge hasil kary jo k humeny future mn bhe ab bhe faida dy ga ...

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X