Usd currency ka markaz

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Usd currency ka markaz
    ASLAMUALEKUM fellow members aaj hum usd ke baat karen ge ke usd itna bara kun hai ke jub chahe kisi bhe mulk ko tehas nahas kar sakta hai to us ke wajh forex he hai usd forex main itne bare currency aur volume ke hisab se itne major currency hai jis ka hisab nahe sub wo pairs jo usd ke sath attach hoty hain other tha exotic wo bohat low cost ho jaty hain aur un py trading volume bohat barah jata hai jis ka matlab hai loogon ka usd py trust kun ke economic giant hone ke sath wahn ke politics issues bhe aese hain ke jitne bare investment companies banks aur big giants hain wo usd main investment safe samjhty hain aur yeh he wajh hai ke usd itne major currency hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jee haan app nay theek kaha hai our ap nay humery sath ache information share ki hai jeasa k hum jantay hain k USA tamam world pay hukmarani ker raha hai to wo aik strong country hai to us wja say forex main our other stock exchange waghera main USD currency boht he strong mani jati hai jab bhe us ki koi news release hoti hai to us main hum kafi movement diekhnay k milti hai to humean apne her trade main stop loss zaror use kerna chay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      G bhai ap ki bat bilkul thik hai k USD sab currency pair mn bahut ziada strong hai yani ya kisi bhe pair ki bilkul khtm bhe kr sukta hai aor bahut up bhe kr sukta hai as vjha USD ki strong honey ki ya hai har jaga ap trading ya koiaor bussniss USD mn he krty hai aor as country ki currency bhe sab sy mazboot hai as vjha sy USD bhe sab sy mazboot hai

      اب آن لائن

      Working...
      X