Major Currency Pairs kya hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Major Currency Pairs kya hain
    ASLAMUALEKUM fellow members wase to forex main bohat se currency pairs hain lekn inn ko trading volume ke hisab se kuch major grouping main devide kea jata hai inn main sub se pahle wo group hai jiss ka trading volume bohat zayada hota hai iss group ko hum major currency group bhe kahty hain aur iss ke wajah yeh hai ke iss pair main world major economic currency hain aur un ke apas main pair hain jase usd against euro ya usd ke baae sub pairs ke sath jasy aud. nzd. Gbp. Chf. Cad wagarh aur inn py trading volume zayada hone ke wajh se spread bhe kam hai aur yeh baqe pairs ke nisabat low cost hain trading ke lea
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jes pairs me USD base currency ho ya quot currency ye major currencies hoti hey, Major currencies me hamesha Developed countries (taraaqi yafta mumalik) ki currencies hi hoti hey aur major currencies me (EUR/USD, USD/JPY, GBP/USD) shamil hey ye esi currencies hey jo bahot zeyada popular be hey aur es me trading be zeyda hoti hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      eurusd gbpusd usdcad usdchf nzdusd audusd yeh sub major currency pair ha in ko major currency pair is liey kehtay hain ku kay in me jo volume average trade hota ha wo sub baki pairs se bohat zada hota ha in pair ki jo volatility hoti ha wo b kafi profitable hoti ha in pairs me se eurusd forex market me sub se zada trade honay wala pair ha ku kay in both currency ki economy same ha or in me sub se zada volume trade hota ha

      اب آن لائن

      Working...
      X