Trading mein andaazy aur umeedein lagana,,,

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein andaazy aur umeedein lagana,,,
    Dear members forex trading mein andaazy aur umeedein lagany ka koi faidanhi keun k ye hamari umeedon ya andaazon k hisaab sy nhi chalti balky ye apni marzi sy chalti hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam o Alikum forex trading ma andazay aur umeedin lagna asa he ha say k without lights car raat may drive karna.ap mari bat total samj gaye hoo gay ap ko forex may umeed aur andazay nahe lanagy cahyh zay boaht zalim karket hain.
    • #3 Collapse

      trading mein andaazy aur umeedein lagany waaly hamesha yehi kaam krty hain aur kabhi successful trader nhi ban paaty keun k unka na to koi vision hota hy aur na hi koi target wo bas sari zindgi umeed py guzaarty hain aur apna time waste krty rehty hain
      • #4 Collapse

        Dear member ap ki bat theek hy forex trading k business main andazy theek ni hoty aur na hi apko andazo sy is main profit ho ga ap ko us time tak is business main profit ni aay gajab tak ap is ki sari skillsni seekho gy to ,hamesha profit k liy positive soch aur mokamml focus rakh k ap forex trading main trading kr k kamyab ho sako gy
        • #5 Collapse

          es dear bahut acha swal q kih trading sirf wohi successful hota h jis k pas knowledge or experience ziyada hota h to wohi trading mn kamiyab hotey hn lakin yeh jo tukey laganey waley ya umeedenkerney ka koi faida ni ku kih yeh trading ka business experience waley hi ker saktey hn........
          • #6 Collapse

            Brother forex trading business main success only andazy and umdion say nahi hasal hoti hay bilkeh forex trading main success only hard working and good knowledge say hasal hoti hay. so first demo account main es ki practice first zaroori hay.
            • #7 Collapse

              Trading main andazy aur umeedain lga kar koi kamyab nhi ho sakta hai..Forex main kamyabi k liye zaruri hai keh is ki basics ko achi tarah learn kiya jaye aur demo account per ziyada sy ziyda practice karni chahye.. aur greed aur emoton sy bacha jaye...trade ka decision pure technical aur fundamental analysis per karna chahye..
              • #8 Collapse

                Dear apki bat say me 100 percent agree kru ga meray sath bhi yeh tragedy ho chuki ha mera 3rd time account wash ho chuka ha sirf ici bat pay k ab umed ha gold up jaye ga aur har dfa gold doen say down a raha ha ab umed nai thi k gold ic had tak bhi down a skta ha so meray khayal main ab hmain andazay aur umeedo say bahar nikal k trading krni ho gi ta k maiz loss say bach ksain. Umeed lgana achi ha lekin gold nay sari umeedon pay pani phair dia ha. So me yeh samjhta hun umedo ki bjaye marekt analysis kr k trading krna ho gi.
                • #9 Collapse

                  Brother aap ki baat bilkul theek hai k forex trading sirf andazon ya umeedon se nahi ki ja sakti iss k liye bohat ziada mehnat ki zarurat hai aur bohat patience se kaam laina hota hai iss liye kabhi bhi jaldi main koi faisla na kerain hamaisha coll mind se analysis kerain aur phir apni trade kerain aur yad rekhain yehan profit se ziada loss hota hai mager ap hamaisha loss se kuch na kuch seekhty ho.
                  • #10 Collapse

                    slaam to all forum members...bilkul forex market agr hamri marzi sa chalti hoti to har koi ameer ho jata is main lakin ya iyk boht he tough ur risky business ha app isa easy nahi la skta boht mehnt ur lagna ka kaam hota ha ya sab analysis ke game hoti ha jo is main perfect howa wahi kamyab hota ha is lyia app sab isa iyk serious business ke tarha sa treat krin phir app ko is main profit ho ga..
                    • #11 Collapse

                      bahi jaan ap ka swal boht he importan hy si mn hum ko chayeh k hum is mn pehly tu is mn andaza na lageny is k bad hum ko chayeh k agar anzdeey lagney tu is trade per tawajh rakhey is mn humeny boht faida ho ga agar hum ny andaza laga dya hy tu hum ko is per umeed rakhni chayeh ...
                      • #12 Collapse

                        mairay khayal mai ham ko trading mai andazy lagany sy avoid karna chahiye aur proper way sy market ka analysis kar k phir trading karni chahiye. forex trading aik risky business hai is liye isko soch samjh k sath karna chahiye aur andazy sy trade nahi karni chahiye.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          g dost 100% sahi baat ki hy ap ny aur agr kabhi kabhar koi aik aadh andaaza sahi saabit ho bhi jaye to iss sy bajaye trading improve honay k trader ulta khushfehmi ka shikaar ho jata hy jiska result loss ki soort mein usay bhugtana parrta hy

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X