Knowledge is a great power

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #691 Collapse

    ye sab k liye best buisness hai aur hamain is forex main learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi tba hi hum sucess hon gay aur market main plane kar k hi trade karni ho gi tab hi hum kamyab hon gay aur market main trade karny k liye learning karni ho gi tab hi hum market main profit hasil kar saky gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #692 Collapse

      ap logo ny sun rakha ho ga k ilm bahut beri taqat hy isi tra forex trading ka knowledge jis trader ko hasil ho jay wo forex trading k business main kbi bi loss ni kr sakta kio k loss ko khatm kia ja sakta hy knowledge ki power to sab sy pehly hmko forex trading k mokamml seekhna ho ga
      • #693 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: getwork پيغام ديکھيے
        "It is essential to understand the Forex market to be able to gain more profit before starting to open a real account. Knowledge is the best weapon to survive in Forex, without having knowledge, a certain trader would possibly face huge losses"
        Agar Hum Forex trading Mein successful Hona chahte hain toh uske liye sabse Jyada Jaroori Hai Ke Hamare Paas trading ke baare mein jyada knowledge Ho Aur Hum Jab Bhi trade Kare Toh friend ki information lene ke baad reatraded kare
        • #694 Collapse

          bohat acha sawal ha ager hum ko forex ma profit lane ha to per hum ko first of all knowledge lane hoge ager hamara pass knowledge hoge to per hum ko bohat achi profit hoge laken ager hamara pass knowledge nhi ha to per hum ko profit be achi nhi hoge esleya i think knowledge is the power in every field........
          • #695 Collapse

            dear es baat mai tu koi shak nhn hai k knowledge insaan ko boht he aage le jata hai q k os mai insaan ko aage barhane ki power hoti hai jab ap es business ko seekho gy smjho gy tu ap ko idea ho jaye ga k ye busines ap ko boht he aage le kar chal skta hia pas zarort es baat ki hai k ap ko mehnat karni hai without mehnat ap kch b nhn kar sako gy soo ap ko mehnat ka reward b tabi hasil ho ga soo ap mehnat karo aur acha earn karo ta k ap ki life set ho aur ap acha earn karo...
            • #696 Collapse

              Yes dear bhai jaan ap ny thek kaha hy is mn hum agar is mn jitni bhe zaida mehnat kary gy tu humeny is mn boht faida ho ga kaun k yeh ak aisa business hy jis mn jb tak mehnat nhn kartey is waqt tak humeny faida nhn hota hy is lye humney os knowledge hasil karna lazmi hy kaun k yeh ak aisa business hy jahn lazmi toor knowledge ko ak power samjha jata hy...
              • #697 Collapse

                Dear frend kisi b kam ko karny k liye sab sy important hai os k bary mai janana matlb os k bary mai knowlage ho jab hmy aik kam k bary mai pata he nai ho ga to os ko karna or phr kamyab b hona to bhot doun ki bat hai es liye nitna ho saky forex treading ki learning ki jaye tab osy start kiya jaye.
                • #698 Collapse

                  knowledge to waqe bhot bri power hy .ager ap kisi bhi feild men jana ho to uskbary men knowledge hy to ap phr usmen kamyab ho sakty hain...apkisi bhi feild men knowledge k bgair kamyab ho he nh sakty ..isliye knowledge bhoy he bri chez hy.
                  • #699 Collapse

                    Offcourse yes , koi b work ho us mein knowledge bohat zaida hamiyat rakhta hai , kiw k jab tak knowledge nahi hoga kisi business k bare mein hamare pass tab tak hum is business ko achi tarah nahi ker sakte hai , knowledge bohat bari power hai khas tor per forex trading mein , is leye kaha jata hai first learning then earning.
                    THUMBS UP & APPRECIATE :1f618:
                    • #700 Collapse

                      Assalam o alikum dear friend me apki bat sy itfaq karta jon aony bhot achi nat ki hy. ilm ek lazawal dolat hy jo k kbhi na khatm hony wali is ko jtna kharch kro gy ye utna phely ga. or apko jatna ksi bhi chez k bary me ilm hoga ap us me utna he profit ly sakty hn .
                      • #701 Collapse

                        bilkul jee knowledge great power h jis se ap hr kaam apne ilm kay matabaq krtay he jis pr koi problem nhi kio kay ilm aysa weapon h jis se ap hr kaam m kmyab hu jte hu aur is ki waja knowledge hi bnta hay.
                         
                        • #702 Collapse

                          dekhay dear ap apni apni manzal ku pana chhte he tu ap ku ilm ka hi rasta apnana hu ga is ky bgair yaqeenan ap kmyab huney ka such bhee nhi sktay ap ku kamyabi sirf aur sirf knowledge se hi mile gi is lye yad rakhey koi bhee kaam hu jb tk ap ku us bare me nhi paa hu ga tu ap us ku nhi kr paye gey.


                          Dear friends, agar ap ko post pasand aye to 'Thanks' zaroor kry.
                             
                          • #703 Collapse

                            great knowledge se ap apny mqsad ku jald pa lete he aur is pr ziada menat bhee nhi krni prhti aur ap yaqeen mane ke ilm seekhne se ap dunya ka mushkal se mushkal kaam bhee kr sktay he aur knowldge se koi bhee kaam mushkal nhi rhta.
                             
                            • #704 Collapse

                              Yes dear it's true knowledge is most powerful things sub say power full thing jo hey o hey poor knowledge can make your perfect
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #705 Collapse

                                Assalam o alikum dear friend me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot acha sawal kia hy dear mery kheyalme kisi bhi kaam ko shuru krny se pehly uski knowledge hasil krna boht zruri hai just like agar ap aik instrument lete ho lekn uska manual nai parhty to lazmi be dheyani me ap koi ghalti kr betho gy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X