Forex forum per jo sticky wala thread hai kia ham generate kar saktay hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex forum per jo sticky wala thread hai kia ham generate kar saktay hain
    Kia ham pakistan forex forum kay uper sticky wala thread generate kar saktay hain.
    Means to say kay jaisay achi information ho hamaray pass ham kia ham other member kay liay sticky wala thread nahi generate kar saktay ya dirf ye moderater he generate kar sakta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear sticky wala theard sirf moderator hi jenrate kr sakta hai han ye zarur hai k agar hamare theard men itna ziada knowledge hai k wo sar e fehrist pe aa sakta hai agar hamara theard moderator ko pasand aa jata hai to wo isse sticky theard bna sakte hain isliye hamen koshish honi chahiye k apne theards ko better se better banaen
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Aam Forex main trading krny main problems aati rhti Hain per ahsta ahsta sub samjh as jati hy
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے
        Kia ham pakistan forex forum kay uper sticky wala thread generate kar saktay hain.
        Means to say kay jaisay achi information ho hamaray pass ham kia ham other member kay liay sticky wala thread nahi generate kar saktay ya dirf ye moderater he generate kar sakta hai.
        i think jo aisi sticky wali threads jo hoti hai wo is liye hoti hain k us main post krna khatam ho gya hota hai yani wo thread he khatam ho gai hoti ha is liye hamain chaye k sticky wali thread main po0st he na krain kahin hamari post zaya he na ho jai
        • #5 Collapse

          Sticky thread pe aik tou maine mostly lock he dekha ha dusra ye lazman moderator k control mei he ha hum sirf normal threads posts saktey hain me samjhta hun ye b bohat ha kyon k humey faida to hota ha aik tou thread laga kr hum knowledge share kartay haon dusra ya k agar humaray mind mei koi sawaal ho kuch samajah na ho hum thread laga kr question kr letay hain humey uskay baarey mei bohat si information mil jaati ha yahi humarey lye bohat ha
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے
            Kia ham pakistan forex forum kay uper sticky wala thread generate kar saktay hain.
            Means to say kay jaisay achi information ho hamaray pass ham kia ham other member kay liay sticky wala thread nahi generate kar saktay ya dirf ye moderater he generate kar sakta hai.
            Nhi Bhai Mary khayal ma stick wali thread sirf or sirf moderate hi open kr skta ja is ky ilwa koi bi open nhi kr skta ha is ky elwa dosri thread him log bi open kr skty ha
            Removed by Moderator.
            • #7 Collapse

              dear sticky wala thread to sirf moderator ko he dekha ha lagaty howa kabhi wo kisi anoucement pe lagata ha kabhi koi event ho tab ye threads di jati hain ye system sirf moderator k paas he hota ha agar koi thread humari bohat achi hogi mdoerator ko pasand aajati ha wo osko mark kar sakta ha wo phir sticky ban jati ha humey chaiye hum jo threads lagatay hain wohi best honi chaye humari
              :p Yes You Can Do :p
              Honesty + Sincerity = Prosperity
              • #8 Collapse

                Dear sticky thread create karnay ki access aap kay pas nahin hai aur aap issay create nahin kar saktay yeh sirf moderator kay lye hai aur wohi moderator hi iss thread mein koi information post karta hai aap sirf iss ko parh saktay hain
                • #9 Collapse

                  Pak forex forum main sticky thread only moderator post kar sakta hai..han aik possibility hai keh agar hmary thread main information achi hon aur admin ko hmara thread acha lgy to wo isy sticky thread k tor per lga sakta hai..
                  • #10 Collapse

                    yes dear hum pakistan forex forum sey post onli modorate ker saktey hn or han ager hamari post achi hon or admn ko hamara thread acha lagey to phir hum is ko sticky threade k torr per laga saktey hn or is k ilawa kuch ni ker saktey hn ./....
                    • #11 Collapse

                      g dear hum forex s thread ki post online kerni chahiye or is halat mn ager hamari thraed achi hogi to admin post per thread acha lagaey ga o g han hum is thread ko sticky thread k toor per laga saktey hn......
                      • #12 Collapse

                        sticky wala theard sirf moderator hi jenrate kr sakta hai han ye zarur hai k agar hamare theard men itna ziada knowledge hai k wo sar e fehrist pe aa sakta hai sticky wala thread to sirf moderator ko he dekha ha lagaty howa kabhi wo kisi anoucement pe lagata ha kabhi koi event ho tab ye threads di jati hain ye system sirf moderator k paas he hota ha
                        • #13 Collapse

                          Nai hum sticky thread nai generate kar saktay ye facility ya ye system sirf moderators aur admin kay paas hota hay unkay paas he eska full control hota hau thatswhy sirf wohi sticky thread lagatay hain agar humary paas koi achi information ho tou hum new thread post option sey b thread laga kar achi info share kar saktey hain zaroori nai kay humaray paas sticky thread laganay ka option majood ho
                          :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                          PLEASE VISIT HERE
                          • #14 Collapse

                            Aamir aapko Pata hona chahiye ke aap forex market mein jo Pakistan Forex forum main st. Uttar tikki wala thread open nahi kar sakte. Kiun kay sticky wala thread sirf or sirf moderater hi open kar saktay hain.
                            Hamain chiay kay ham apnay insta forex bonus accounts per trading kartay samay jo bhi experience ho us ko thread kay zariay share karna chiay.
                            Or aap ko pata hona chiay kay sticky walay yhread main information hoti hai kay thread kaisay generate karna hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              brother sab se pahly to aik bat ka kheyal rakhna chahye k ap k thread me language itne asan ho k usy har aik samj saky koi kese bhi tarha ki confusion na ho tab ap k thread ki value hoti hai agr ap ki thread ki kese ko samj he na ay to asy thread fazool hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X