FOMC ka forex mein role

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    FOMC ka forex mein role
    FOMC abbreviation hai Federal Open Market Committeeaur yeh aik committee hai jo United states mein hai aur jahan tak meri maloomat hain iss committee ka bohat aeham role hota forex mein aur USD pairs ki fluctuation mein aur jab bhi is committee ki koi statement aani hoti hai jaisay hum data release bhi kehtay hain to market mein aik bara impact aata hai iss FOMC meeting ki wajah se aur FOMC statement aisi news hain jin par nazar rakhna chahyea aur agar ap USD base pairs par trade kar rahay ho tou uss kay lye yeh bahut zaroori hai kay aap news ko follow karain aap kya comments kartay hain thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g dear aap nay sahi kaha hay kay F.O.M.C (federal open market committee) America may aik committee hay jis ki aksar meeting hoti hay iss ki har meeting kay baad jo bhi statement release ki jaati hay wo forex market may USD based paird or GOLD CL waghera ki movement may aik impotant role play kerti hay iss ki aik statement poora trend bhi change ker sakti hay

    اب آن لائن

    Working...
    X