Trade laganay .ein kabhi jald bazi se kaam na lain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade laganay .ein kabhi jald bazi se kaam na lain
    Dear hum log aksar jaldbazi mein trade laga detay hain woh iss tarah kay jub hum dekhtay hain kay market aik taraf tezi se move kar rahi hai tou hum beghair kuch sochay wahan per trade laga detay hain jab kay aisa nahin karna chahyea yeh bahut bara risk hai hamesha apnay analysis kay mutabiq trade lagain jaldi ka kaam shetan ka hota hai aap kya kehtay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han careful ho kar aur market key condition ko judge karna chaye us key bad hi soch samaj kar buy ya sell orders place karny chaye, traders ka trading me jaldi me trades open karny ki 1 ghalti us ko big loss ki waja ban sakti hay, agar market ko technically analysis karna nahi ata ho to news updates se market ko analysis karna chaye, jald bazi me trading key decision hamesha hi ghalat hoty hey, trading me jald bazi be emotion karna hi hota hay jes ko control karna traders key ley bahot hi important hay.
    • #3 Collapse

      yes dear members humy kabhi bhi jaldi ma trade nahien lagani chahyee jab humy lagy ky market aik dam move kar rahe hy kisi simt to us ky mutabik trade lagany sy pehly international news and technical analysis ko deekhna chahyee and phir apny analysis ki base py trade lagana chaye and phir market ko choor daina chahyee
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
        Dear hum log aksar jaldbazi mein trade laga detay hain woh iss tarah kay jub hum dekhtay hain kay market aik taraf tezi se move kar rahi hai tou hum beghair kuch sochay wahan per trade laga detay hain jab kay aisa nahin karna chahyea yeh bahut bara risk hai hamesha apnay analysis kay mutabiq trade lagain jaldi ka kaam shetan ka hota hai aap kya kehtay hain
        yes dear apny thek kaha hamain trade lagaty hoy kabhi bhi juld bazi nahi krna chaye q k aagr ham juldi judli main trade laga dain y to ham profper trend ko smjh nahi skain gy or ham ghalt trade laga dain gy or hamain los he hoga
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          dear friend mn ap ki bat sy bilkul agree krta hon k hamein is mein trade krty waqt kisi kisam ki jald bazi nahi krni chaheye Q k jub hum is mn jald bazi krty hein to hamein is mein loss ka samna ho jata ha aur is loss sy bachny k leye hamein apni trade mein kisi kisam ka aisa risk nahi lena chaheye jis sy hamein loss ka samna ho .

          اب آن لائن

          Working...
          X