Loss km trader bardashat kar paty hein
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss km trader bardashat kar paty hein
    Los per aksar trader ya tu pershan ho hate hein aur emotions main a kar us loss ko mazid bhra lety hein ya per loss ki wjh se forex ko hi chor jate hein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bro ap ko pta hi ho ga k agr hume lose ho tu bohat tension hoti hai bardast krna bihat muskil hota hai lekin phr hi hume lose bardast krna parta hai lekin hume lose se kafi experience hasil ho jata hai jise hum kafi faida uda sakte hein
    • #3 Collapse

      dear dekhen 1 trader ko ye sochna chahe k wo jis business me enter ho raha hai wo totally risky business hai to esme ye lazmi nai hai k apko daily ya her trade par profit he hoga zaher hai profit hai to loss bhi hota hai he chahe wo forex ho ya koi or business well loss ko bardasht krne ki heemat rakhni chahe hume or loss se sekhna chahe na k hum trading he chor kr bhag jaye.
      • #4 Collapse

        dear bhai jaan ap ki bat bhe thek hy is mn jo bhe trader is tarah kartey hny in ko mera yeh pagam hy k wo is mn agar kam karey tu bilkual fresh ho kar or sakoon k sath kaun agar ap ko loss ata hy tu ap os n tenshion na lo ap ko is mn warna zaida loss aye ga ...
        • #5 Collapse

          Bardasht ka madah hr keep si me aik jesa nai hota aor baz logon me to bahot kam hota he.magr forex q k wesy hi aik tensy ytrading he is liy is me loss hony pr achy achon ki bakri lag jati he.hmn khud ko in negative baton se door rakhna he
          • #6 Collapse

            Dear friends, ksi bi business main koi bi loss ko bardasht nai karta aur aksar log loss anay pa woh business chor detay Hain...but forex main loss hamari mistakes ki waja say ya lack of knowledge ki waja say ata hay...so hamain forex business ko chornay ki bjaey apni mistakes remove karni chaheay aur knowledge increase Karna chaheay...es say loss k chances kam ho jain gay.
            • #7 Collapse

              yes dear ap ki baat bilkul thek h q kih aisi baat h kih loss ko kam traders berdasht ker paatey hn balkih un ko apney emotions per qaboo pana chahiye or loss wali trading ko bnd ker daina chahiye or phir demo account per practiece ketrni chahiye q kih is s un k knowldge or experience dono mn izafa hoga or wo trading ker k achi earning karen gey or apna loss recover ker saken gey......
              • #8 Collapse

                Dear brother trader gin ko loss aa gata hy woh yeh loss kam bardasht kar paty hain aur emotionly ho kar aur ziada loss kar lety hain
                • #9 Collapse

                  yes dear humen loss aney per mayoos ni hona chahiye or emotion mn aker humen loss ko recover kerney k liye big lot laga ker humen aisi be waqoofi ni kerni chahiye balkih humen apney apney emotions ko control ker k apni trade ko bnd ker daina chahiye or apni mistakes ko remove ker k achi earning ker k apney loss ko recover kerna chahiye.....
                  • #10 Collapse

                    mere kheyal main forex trading main nakami ki waja money management ka idea na hona apni mistakes ko repeat karna trading bagir analysis oor market information k trade open karna market ko look ke bagir trade open karna stop loss oor take profit ka use na karna best professional strategy ka use na karna ap esko control karna seekhen
                    • #11 Collapse

                      Profit ki feling sab ki takreban same hi hoti hy or loss jab ham ko hota hy to us ki feling ham ko bhot zeada alag ho jati hy ksi ko feel hota hay kisi k nai hota hy koi brdasht kr lyta hy koi ai krta hy pr jo brdasht kr lyty hy un ko bhot zeada phr bad my kamyabi hoti hy our jo brdasht nai krty hy our us loss ko cover krny k lalch my lg jaty hy to who phr our bhi zeada ho jata hy
                      https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss km trader bardashat kar paty hein

                        Forex trading aik business hy aur forex trading mein profit aur loss business ka hisaa hy profit ho sakta hy tu kise mistake se loss bhi ho sakta hy aur agr loss hota hy tu emotional nhi hona cahaiye kiok emotional ho kar trading karne se loss ziada hota hy aur na hi loss ki waja se forex trading business ko chorna cahaiye forex trading business mein aur ziada mehnat karni cahaiye aur learning knewledge aur experience aur ziada hasil karna cahaiye tab kaamyaab ho saktay han

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X