loss hone ki waja

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss hone ki waja
    Forex trading business mein agr kise ko loss hota hy tu wo is lose ko cover karne k liye emotional ho kar ziada lot size se trading karta hy k loss cover ho jaye aur over trading karta hy tu is se ye hota hy k wo trade emotional ho kar analysis k baghair open hoti hy is traha account hi wash ho jata hy is liye analysis k baghair koi bhi trade open nhi karni cahaiye aur emotions ko control kar k trading karni cahaiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Maen apki bat see agree karta hon bilkul hamen forex trading men over trade nai karni chaie albata agar loss a bhi RHA Hy to wo kisi time bhi profit men change ho sakta Hy islie maen to yehi kahon ga AP sabar ka Daman hath see na Jane den aor over trading na kren
    • #3 Collapse

      aslam o alikoum dear aap nay teak kaha hai loss ho nay ke waja y hai kay hum y chahaty hain kay aik hei din main hamain sara ka sara profit mil jaiy es kay laiy hamari ho lalich hoti hai wo hamain marwa jati hai jis ke waja say hamain loss ho jata hai
      • #4 Collapse

        bhai jaan mn ny aksar dekha hy k jo loss honey ki wajah hy wo yeh hy k ap is mn kam expernice rakhtey hny is mn ap ko is ka knowledge nhn hy tu yeh loss ki sb sy bari wajh hy is lye ap ko is per focus karna chayeh is k bad ap ko boht faida ho ga ...
        • #5 Collapse

          Forex trading business mein emotional ho kar trading Karne se jtna ziada loss hota hy aur kise waja se itna loss nhi hota kiok emotions se greed karta hy aur greed mein ziada lot size use kar k over trading karta hy tu account wash market ko samjhna cahaiye aur analysis kar k trade open karain gay tu profit earn kar saktay han
          • #6 Collapse

            g dears friends mmn ap ko btana chahta hun kih oss ki sab s bari wajah h under presure mind q kih jb humara dimag positive ni hota to us wqt hum presure or mn aker jo bhi faisala karen gey to humen wo khatrnaak sabit hoga is merey bhai jb bhi loss aye to humen emotion ko control ker k trading ko bnd ker daina chahiye or big lot ni ni lagani chahiye ....
            • #7 Collapse

              Dear forex trading par big loss ki waja yeh hai ka aksar log trading karty huwa emtional ho jaty hain or upset mind ka sath trading start kar dety hain or zada loss karty hain aysa nahi karna chahiya sab ka sath trading karni chahiya.
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: ibrahim27 پيغام ديکھيے
                Forex trading business mein agr kise ko loss hota hy tu wo is lose ko cover karne k liye emotional ho kar ziada lot size se trading karta hy k loss cover ho jaye aur over trading karta hy tu is se ye hota hy k wo trade emotional ho kar analysis k baghair open hoti hy is traha account hi wash ho jata hy is liye analysis k baghair koi bhi trade open nhi karni cahaiye aur emotions ko control kar k trading karni cahaiye
                Ager Bhai him logo ky pass experience nhi hoga or him log mhnat nhi kre guess is leya Mary khayal ma mhnt krny ky bad hi acha profit bna skty ha is leya Bhai mhnat krni chya
                Removed by Moderator.
                • #9 Collapse

                  G friends bilkul, forex main loss hamain apni mistakes ki waja say ata hay...aur kuch log mistakes remove karnay ki bajaey emotional ho jatay Hain...aur loss recover karnay k Lea trades open kartay Hain but emotions woh sahi tarah say market analysis nai Kar patay...jis ki waja say un ko mazed loss ata hay.
                  • #10 Collapse

                    yes dear loss honey ki sab sey bari wajah h mistakes jo k akser traders s ho jati h kih wo apney emotions per control ni kertey or apney loss ko recover kerney k liye big lot laga detey hn jin s un ko or loss ka samna kerna perta h is liye un ko chahiye kih wo jald baazi sey kaam na len balkih fresh mind ho ker trading kerni chahiye .........to is loss s bch jaen gey
                    • #11 Collapse

                      Dear forex trading me loss hony ki sb sy bri wja lalach krna hai lalch krny sy trading me big loss hota hai
                      • #12 Collapse

                        yes my dear main ap ke es bat se fully agree krta hon ke hm log lose ko recover krne ke chaker main mazeed lose krwa dete hain agar ham log market ke hisab se achi tara se market ko watch kr ke or good pairs per trading kren tu main yeahe umed krta hon ke ham log trading main lose se bach sakte hain or yeah bilkul hi possible hai forex ke trading main lose se bachne ke liye ke market ko watch kren or experience se trading kren
                        • #13 Collapse

                          Re: loss hone ki waja

                          Forex trading business mein agr loss ho jata hy tu us loss ko agr hum emotional ho kar trading karain gay us loss ko recover nhi kar saktay balkay aur ziada loss ho ga aur ho sakta hy account hi wash ho jaye hum ko emotions ko countol kar k trading karain gay tu hi loss ko recover kar saktay han
                          • #14 Collapse

                            Re: loss hone ki waja

                            Forex trading main loss honay ki main wajah hi yeahi hay kay trader ko market kay baray main pata nhi hota kay market main kia ho raha hay aur que ho raha hay. trader laganay kay bad sochta hay kay us nay trade ghalat laga di hala kay yeah kam trade laganay say pehlay bhi kia ja sakta hay. is liye trader ko jab tak market kay analysis ka idea nahi hota wo kabi bhi successful trader nahi ban sakta.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss hone ki waja

                              forex main jab ham kam karty howy koi be galti karty hain to hamy loss ho jata hain jab ham beger experience ky is main amount invest karty hain stop loss ko lagy bager is main kam karty hain to hamy loss ho sakta hian is main market ka ya hamary brokers ka koi be qasoor nahi hota online ki dunya main yai king business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X