Your experience first time on the trading terminal

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    Bhai jee mujhay to allah ka shukar hai k terminal ko use karny mein koi bi problem nahi huwi meny to first time he sab kuch seekh liye tha aur meray aik dost ne bhi mujhay kuch guide kar diya jis ki waja say shayed mujhay asani ho gai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      i was very much confident myself when first i use this terminal.actually if you have enough knowledge,then there wouldn't be any problem.
      • #108 Collapse

        me ne jab forex trading ko start kia to mujhy bilkul koi experience nai tha aur na he is k about koi knnowledge tha me ne forex main boht ziada learning ki aur is tarah mera knowledge improve hoa aur ub me trading kr rahi hu.ye boht acha business hy.
        • #109 Collapse

          Dear jab hum pehlay dafa mt4 men login kartay hain real account yah demo tu hum bahot hee happy hotay hain kay daykhow yara hum beh trader ban gay hain lakne jab us par trade kartay hain tu phir pata chalta haai yeh kitna hardwork hai
          • #110 Collapse

            jitnaa forex keey bareey meey knowledge hasil kareey geey aur time keey lihaaz seey jitna experience hoo gaa utnaa hi aap ko benefit heey yes knowledge forex meey success keey bohet hi great power ki terhaa kaam kertaa heey trading kerneey keey lihaaz seey aap keey pass jitna knowledge aur experience hoota heey aap ussi hisaab seey trading kertaay heey
            • #111 Collapse

              yes bro starting ma hamen aisi problems ka samna ho jata hai, kyun kay hamen kuch cheezon ka pata nahi hota hai, is lye or isi tarhan forex trading ma kam kertay kertay ap learn ker jatay ho, or ak achi trading shru ker detay ho jo profit bhi deti hai
              • #112 Collapse

                Dear mera 1st experience trading mai kuch acha nhi tha Q k trading k business mai 1 newbie tha.forex tarding k business mai mujay loss b kafi huwa or profit b kafi earn or apni mistakes say bohat kuch learn krnay ko b mila.Bha forex trading 1 professional level ka business hai or is business mai kamyab honay k liye trader ko trading ka acha knowledge or experience required hota hai or inhi cheezo ki base pr trader profitable trading krnay mai kamyab ho skta hai.
                https://t.me/pump_upp
                • #113 Collapse

                  jub main ne pheli bar trading ki thi mujhe pata hi nahi tha k loss kya hota hai aur profit kya hota hai main trad lagi aur us main 10$ ka loss kya tub pata chala k ye loss main gya hai phir kuch mujhe samjh aai k market ko kese handal karna hai
                  • #114 Collapse

                    my dear jana b men forex business men new hon or mera abhi treading ka zyada experience nhi ha men ny abhi treading start ki ha or men ny loss bhi keya ha or aik bar profit bhi abhi to men demo men hi zyada tar treading karta hon taky men aik acha treader ban sakon or experience bhi zyada sy zyada ho .
                    • #115 Collapse

                      mera pehli dafa ka expereince bara hi ajeb raha aur mjhe bilkul bhi samajh nahi araha tha ke main ksi tarah isko use karn aur koi bhi tool mjhe use karna nahi ata tha aur na hi mjeh order lagana ata tha.
                      • #116 Collapse

                        main jab first time trading ki tu main ney pheli trade par chand cent se profit earn kia phir ose kay baad aik do trade loss main gaian phir aik sell ki trade Gold ki lagi tu candlestick aik do minute baad niche tazi chali gai aur main samaja k mujeh loss hora hay main ney forun trade ise dere se close kar dei aur mujehy aik dum 5$ ka profit hogia ager main yeh trade ghabrat main close na karta tu mujeh yaqeenum 10$ tak profit hojata kiyun k price aik dum boht niche agaian teehin.
                        • #117 Collapse

                          jab bhi hum trading main start leety hain to phir start main thoori problems to hooti hai lekin jab hum learning or study main time daity hain to phir hum achi earning lay sakty hain or iss field main hum iss tarah he apna career banna sakty hain.
                          • #118 Collapse

                            forex main mere bahi main ne bhohat dair mehnat ki kabhi kisi se mashwara liya to kabhi kisi ki streagry use ki mujhay hamesha loss hi hua main ne himmat nahi harrii or mehnat ki ziadha se ziadha ab main confidance se treading kerta hon or inshaALLAH main agay aisa kerta rahon ga
                            • #119 Collapse

                              Dosto main ne MT4 trading terminal ko jab first time start kia to mujhe ic ke bare main kuch nai pata tha. main ne khud hi ic main demo account banaya or ic main kafi mehnat ke bad order place karne ke tarike ko sekha.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                dear 1st time me ne demo account me practice kar k expernice hasil kia us k bad hi real account ko join kia ta, terminal ko use karny k ley demo par work karna bahot zarori hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X