Long term traders bahot kam loss ka saamna krty hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Long term traders bahot kam loss ka saamna krty hain
    Dear traders main ny aik baat note ki hy k short term traders ki nisbat long term trading krny waaly log bahot kam loss ka saamna krty hain iss baary mein ap sab log bhi apni raye dein ,,,,
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    hamesha successful traders hi long term trading karty hey aur esy traders ka capital be high hota hay aur yahi waja hay key market jab be high swing ya low swing ho to us ka capital wash nahi ho pata esy traders asani se long term trading me apny targets ko pora kar sakty hey, high capital ka advantage zarori be nahi expert traders trading me esi strategies use karty hey key kam time me us ko long term trading me profit ho jata hay.
    • #3 Collapse

      Dear traders,
      forex ak boht hi risky karobar he. is me loss sabhi ko hota he new traders hon ya old. long trem waly hon ya short term. loss k kam hony ka enhesar apky ilm or tajurby py hy. par jo log long term trading krty hy unka loss kam hota hy. unki nisbat jo short term traders he. kyoun k market jis traf bhi jye wapis to a hi jati he kabhi na kabhi par time boht lagta he.
      shukriya,
      • #4 Collapse

        g bhai meri bhi bilkul yehi raye hy aur is mein koi shak shubay wali baat nhi keun k long term trading krny waaly log bahot patience waaly hoty hain aur woh apny loss ko bardasht kr letey hain jab k short term trading waaly jo k scalpers hoty hain woh profit aur loss dono ko close krny mein jaldi krty hain aur aakhir kar loss unka muqaddar banta hy
        • #5 Collapse

          dear brother foorex trading main jo log kafi arsy sy kam kar rahy hain aur on ka ak acha expereanse hy woooh go trade karty hain as main loss kam sy kam ata hy
          • #6 Collapse

            G bhai ap ke main iss baat se to agree karun ga ke long term trader kam loss ka samna karty hain lekn iss ka ek withdraw yeh bhe hai ke market kun ke kabhe bhe straight line main move nahe karty zig zag move karty hai iss lea long term trader kabhe utna kama bhe nahe paty jitna ek short term trader kamata hai iss lea har trarah ke trading ke apne plus and negitive hain jo hame baharhaal har soorat accept karne party hain
            • #7 Collapse

              brother aap ki baat thik hi hai long term ko zaida faida hota hai wo sabar b zaida karte hai mere khyal main agar invest kam hai to aap long term trade kare pair ki hisaab se jitna zaida invest hai utny hi small trade kare best invest k hissab se trade kare apnay margin equity or balance k khyal rakhain kisi ko b kam ya khatam na honay de
              • #8 Collapse

                Brother Long term trade ker k leye Bohat zaida investment b honi chaiye tab he long term trade se faida hasil kia ja sakta hai , jaha tak mere khayal hai sb se zaida short term wale better hai kyun k Long term mein market ne jaha pounchana hota hai short term se us se kahi br faida hasil kia ja sakta hai.
                THUMBS UP & APPRECIATE :1f618:
                • #9 Collapse

                  Dear brother ap nu bahut achi bat ki hay long term traders short term traders ki nisbat kam loss karty hain long term trading wohi karty hain jin k pass experience hota hay short time trading wo tarty hain jo short time mein profit hasil karna chahty hain short time mein profit hasil karny ki lalch mein un ka loss ho jata hay
                  • #10 Collapse

                    g han jo members kafi arsa se ye fourm estamal kar rahe hen wo es field mein kafi expert hen.wo market analysis behtar kar lety hen.aur sahee time pe trade lagaty hen.esi waja se loss k chance bhi kam ho jaty hen.agar loss ho b jy to manage kar lety hen.next trade mein recover kar lety hen
                    • #11 Collapse

                      Assalam-o-Alaikum bhi ap ne bilkul sahe note kiya ha exactly aesa e hota ha k jo log long trading kr rahy hoty hain wo bohyt kam loss krty hain kiyun k long term traders ma patience hoti ha aur order close krny ma patience krty hain chahy market up ya down ho rahi ho jb k short term traders patience na hony ki waja se jalldi krty hain aur order close kr dety hain aur sometimes aesa hta ha k un k order close krny k bd market aur b up chali jati ha aur us k bd jo profit hona hota ha wo miss kr chuky hoty hain
                      • #12 Collapse

                        long term mujhy bhi pasand hy lekin aik problem hy merey saath aur woh ye k mujh mein ziada patience nhi hy jo k is type ki trading ki basic requirement hy issi wajha sy mujh sy ye trading bahot mushkil sy hoti hy lekin phir bhi ye short term trading sy bahot behtr hy
                        • #13 Collapse

                          yes of course you long term trade hota hai aap ko pata hona chahiye OC lost his liye kaam Hota Hai Kiska bank balance coffee Jyada hota hai aur woh market Laga market Mein Koi Bhi train lagakar baar baar market ko dekhta nahi rehta Jiski wajah se US market Mein Zyada pareshani Ka Saamna nahi karna padta isliye Hame chahiye Kya Mujhe Bhi Apne instaforex bonus account ke upar trading trading Karan analysis achche Rakhe aur stop loss and take profit limit zaroor lagakar trading kare
                          • #14 Collapse

                            Yes of course long term traders Kabhi Jyada profit on kar sakte hai hame chahiye km long term trading Kare aur second gana chahiye ke jaby trading Kare Apne instaforex bonus account se the small volume of a lot size trading Kare .
                            Hamain chiay kay insta forex bonus account per trading kartay samay chiay kay agar long term trading karni hai to hamain chiay kay apnay insta forex bonus account say achay tareekay say daiky chart per Annaylis karain or tab trading karain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              hna g ap ny thek kaha hy iis mn jo bnda jitna long term traiding karey ga is ko mery khayal mn itna zaida loss aye ga or is mn agar is ko chayeh k wo is mn jitna short time traiding karey ga tu is ko itna he zaida faida ho ga is lye humeny chayeh k hum short time traiding karey ...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X