Emotions ko Control kerne k Tareeqey...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotions ko Control kerne k Tareeqey...
    Member Jaise k aap jante hai Maximum trader apne emotions ki waja se apna tamam account wash ker detey hai, aaj hum apne experience k mutabiq emotions ko control kerne k method share kerte, Mere Point of view k mutabiq agr hume emotion control kerna hai tou apne kuch rules banane ho gay jaise k yeh.
    1) Daily Target ( Hume Apna Daily profit Aur Loss ka target Rakh lena chaiye jab hum profit target achieve ho jaye tou trade close ker k next day trade kerni chaiye).
    2) Agr hume loss ho jaye tou hume dubra trade nai kerni chaiye ,bulke next day ya us se next day trade kerni chaiye, kiw k jab loss hota hai tou hamare andar gussa or jazbat bohat zaida ho jate hai jis ki waja se hum geld bazi mein aa ker wrong trade open ker dete hai jis ki waja se aur loss ho jata hai.
    3) Hume Long term trade ko open nahi chorna , Next day tak trade ko tou bilkul nai ly ker jana chaiye, Kiw k maximum account is waja se wash hote hai k wo profit ho tou zaida profit k chakar mein long trade chor dete hai aur loss ho tou loss khatam hone ki umeed se trade open chor dete hai jis ki waja se account wash ho jata hai.

    Members yeh sab mein ne apna experience k mutabiq bataya hai acha lage tou Thumbs per click ker dy aur ap apni b Raye dy.
    THUMBS UP & APPRECIATE :1f618:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G brother sahi kaha hay ap nay, jab Tak ham apnay emotions pa control nai Karen gay ham kamyab trader ni ban saktay..and I think emotions ko control karnay k sab say easy method yahi hay k hamain daily ka target set Kar Lena chaheay...aur woh target earn karnay k bad mazed profit k Lea jazbati ni hona chaheay Bal k trade close Kar deni chaheay.
    • #3 Collapse

      trading me emotions ko control karny ka 1 hi tareeqa hay hamy trading me ghir zarori risk nahi leny chaye, traders agar ghir zarori risk nahi len gey to wo asani se emotions ko control kar saken gey aur esy traders loss be nahi kar sakty, jo traders ghir zarori risk lety hey wo unlimited loss karny ki waja se account ko mange nahi kar paty jes ki waj se traders ka emotional hona yakeeni ho jata hay.
      • #4 Collapse

        asslam o alaikum g bhai jaan mn ap ki bat s agre kerta hng han q kih ager hum apney emotions ko control nh karen gy to zahri si bt h k hamen trading men loss aey ga is liye humen chahiye kih hum trading kertey wqt be cool mind ho ker trading start kerni chahiye is s hum apney emotions ko aik to control ker bhi saken gey or dosra hum is s acha profit ki earning ker saken gey........
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          g brother trading main agar hum apny imotion ko control nahi karen gay to hum kabhi bhi kameyab trader nahi ban saken gy imotion ko control main rakhen asi main kameyabi hy

          اب آن لائن

          Working...
          X