Skill ko kesay bhryia ja skta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Skill ko kesay bhryia ja skta hai
    Skill knowledge se bhrtu hai aur musasal practice aur experience se is ko bhtr se bhtr kia ja skta hai warna agr ap mehnat nai karen gy tu apki skill zang ahlood ho jaein gy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading skill mery nazdeek sb se zeyada practice se barhta he, ap demo practice kren jitna zeyada ho saky.us k bad real me aa jaen ,jb real pe practice kren gy to skill mazeed barhta jay ga. Kknowledge aoe experience me bhi izafa hoga q k ye aik doosry k sath jurri hui cheezen hen.
    • #3 Collapse

      Forex trading business mein achi skills ki bhi buht ziada ehmyeet hy agr ap k pas achi skills hy tu ap achi trading kar saktay han aur skills ko ap is traha hi ziada kar saktay han ziada practice se aur is k liye demo account behtar hy demo account par ap jtni ziada practice karain gay ap ki skills utni ziada approved ho gi aur ap ka experience bhi ziada ho ga js kaam mein achi skills hasil karni ho us kaam ko ziada se ziada kiya jata hy is liye forex trading business mein mehnat aur hardwork karna cahaiye takay achi skills knewledge aur experience hasil ho
      • #4 Collapse

        Skills ko mehnat knowledge aur musasal practice se bhriya ja skta gai koun ke practice se ap ke andar confidence built up hota hai aur apka experience barta hai jo apki skill ko increase kar deta hai aur ap ki kamyabi ke chances pehle ki nisbat barh jate hein
        • #5 Collapse

          Dear friends, skills barhanay k leay knowledge, experience and regular practice ki zarurat hoti hay...agar ap skills increase Karna chahtay Hain to apnay knowledge and experience ko maximize karain aur zayada say zayada practice karain...es say ap ki skills improve ho Jain gi.
          • #6 Collapse

            Dear traders,
            kisi bhi kam me maharat hassil krny k lye us kam ko proper wakt dena hota he. agar insan din me roz 8 ghanty koi kam krta rhy kuch week me uska mahir ban jata he. forex bhi ak kam hi to he. pas isy sekhen or trading krty rhy jitna tajurba ho ga utna ap kamyab bnen ge forex me.
            shukriya,
            • #7 Collapse

              Dear Skill ko zaida se zaida kam ki practice kerne aur zaida se zaida learning ker k he berhaya ja sakta hai, Jaha tak mein ne dheka hai jab insan real market mein enter kerta hai tab us ki skill mein bohat azafa hota hai start mein loss hota hai phir aista aista us loss se seekhna shuru ho jata hai .
              THUMBS UP & APPRECIATE :1f618:
              • #8 Collapse

                Dear ap sahi keh rahy hain hamen paractice zaror karni chahiye jab tak ham paractice nai karen gy ham apny skills ko improve nai kar sakty hamen forex trading mein dil laga k mehnat karni chahiye tab hi trading mein successful ho saktu hain
                • #9 Collapse

                  g skill ko brhany k liy mera khial hy k ap forex trading krny se phly demo py practice krain. iss sy ap ka skill bhi bary ga aur ap ko kuch tips bhi milian gain. skill barhany k liy paractice krain demo account main.
                  • #10 Collapse

                    practice make a man perfect yahi ake farmula hy jis say aap fully trained ho saktay hain aor is k liay forex aap ko demo acount provide karta hay ta k aap live acount py janay say pehlay khoob achi terh trading seekh lain
                    • #11 Collapse

                      forex mein skill time guzarny k sath sath barhti jati hy.agar ap koshash karen to es mein zyada behtri practice karny se aa sakti he.demo account bhi active rakhen us par b trading karen.senior members ki post bhi ghour se parhen.aur forex ko daily time dya karen.experience barh jy ga.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Skill ko barhany ke ley daily practice ki zarorat hoti hai jis se ap ki skills main day by day improvement ati hai aur ap khod ke andar is tabdeli mehsos bhi karte hein aur yeh ap ke kam se nazar bhi ati hai is ley skills ko knowledge aur expert ke experience se bhtr bnaein

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X