Thread banany k faidy
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Thread banany k faidy
    Dear Pakistan forex forum members mein ny ak ye socha k friends sey kuch to aur ziyada knowledge hasil kar lon to mera swal tha k thread banaty hin hum forum par lakin thread bhi post ki traha hu kam karti hy to is k reply sey ziyada kiya faidy hain ya agar thread kisi chiz ki knowledge k bary mein swal k liye bnai jati hy phir to thek hy lakin is k ilawa is k kiya faidy hain kiyon members ap bhi ye question poch sagty thy na:1f634:
    :1f63b:​BE HAPPY
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Thread start karny ka maqsad yahi hona chaye key forex se related agar kesi topic ka knowledge hamy na ho to hamy other seniors se sawal kar sakty hey jes par senior traders apny expernice key mutabeq hamy jawab dety hey, aur thread es ley be start kia jata hay key jes topic key bary me hamara knowledge zeyda ho ham us ka jaiza le kar tafseel se newbies ko us key bary me samja sakty hey.
    • #3 Collapse

      My dear brother aap ka sawal kafi acha hai main aap ko y batana chahata hu kay aap jo thread krty ho us ka faida y hota hia kay aap apna sawal pochty ho dusra jo us thread ka reply zeada krta hai us ka bonus bhi aap ko milta hai koun ka aap ka thread acha hota hai reply log zeada krty hain
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Thread banany ka sub say pehla maqsad to yeh hay k is mein hum jo information darj karain gay woh dosron tak ponch jay gi or is sy forex trading k baray malomat dosron tak ponch jay gi or forex trading ki mashoori bhi ziada logon tak ponch sakay gi .

        اب آن لائن

        Working...
        X