Trading main kamyabi ke ley gap zarori hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading main kamyabi ke ley gap zarori hai?
    Lagte trading karny se log bor ho jate hein aur jis ki wjh se ghalt decision leny lg jate hein is ley jb insan that jay tu usay rest ki zarorat hoti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai baat yeh hay lagatar koi bhi kaam karny say jo hum daily bahut ziada karty hain businesa ho ya learninh ya koi bhi kaam ho xyz insan bor ho jata hain humari daily ki kuch makhsos routeen honi chahiay k sports kitna waqt karni hay apna normal karobar hay to woh kub sy kub tak karni chahiay issi tarah forex trading ki bhi timing honi chahiay k daily kitna hum asaani sy kar sakty hain utni he daily routeen say karni chaiay hum ziada bore nai hongay
    • #3 Collapse

      G g ye bat bhi ha k ak hi kam ko krny sa bor ho jata ha insaan buy .us ko apny sar pe sawar kr lana ya usi kam main har time lagy rehna baki kuch na krna is se sar dardi k siwa kuch nahi .thori brake bhi lazmi ha ..is se mind fresh rehta ha .kisi bhi kam ka krny ka trika hota ha agr us traiky se hi krain gy to na to koi kam bhojh lagy ga nahi koi sar dardi ho gi .ak proper plan k sath hi har kam krna chaye .kamyabi isi main ha .
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Riaz600 پيغام ديکھيے
        Lagte trading karny se log bor ho jate hein aur jis ki wjh se ghalt decision leny lg jate hein is ley jb insan that jay tu usay rest ki zarorat hoti hai
        trading karte ho a gap isliye Zaroori Hai Kyun Ke Jab Hum trading nahi kar rahe honge toh Hamara Mind free hoga Aur Hum Apni nexttrade ke liye achi Tarah analysis kar Sakenge Aur phir acche analysis Karke achi trade Bila Sakenge
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          han je bilkul mene dekha hai k akser traders din rat trading krne lag jate hain jis se unki nend ni pori hoti hai or wo beemar bhi ho jate hain es lia please ap forex ko 1 business ki tarha karo esko ap apne ser par sawar na karen please warna ap apni sehat kharab krlengay bus ap apna daily target complete krlain to phir ap bus apni life enjoy karen all time pc ya laptop k agay bethna wese bhi sahe ni hai dosto.
          • #6 Collapse

            Agar ap forex trading main success hasil kerna chahty hain tou her time trade main enter na rehain kuch time ky liay rest zaruri hota hai warna mind full time trade kerny sy disturb ho jata hai aur phir mistakes hona shuru ho jati hai jab sy sirf loss hi hota hai
            • #7 Collapse

              Trading main kamyabi ke ley rest bhi zarori hai agr trading aik makhsos time per ki Jay tu trading maim be intaha zaida hi hota hai koun ke Baz okat market main is qadar teezi nai hoti jis ki wjh se trading main faida hasil kia ja skay
              • #8 Collapse

                asslam o alaikum g bhai jaan mn ap ki baat s agree kerta hn q kih rest k bgair to koi kam hi ni hota is liye meri new traders ko aik free ki advice h kih wo pehley to demo account per jitni ho sakey pehley prectiece karen us k baad ap trading start karen gey or trading start kerni hn be cool mind ho ker trading karen q kih under presure mind mn disician lena ap k liye galat sabit ho sakta h ....
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  brother forex main bor tab hoty hai jab sikh jay phir invest kam hoty hai boht kam trade karna hoty hai bor to phir hona hai kabi b aisa b hota hai market apny marzi se fast hoty hai kabi kabi fast hoty hai phir wo screen par daikh daikh kar bor hi hona hai koi dance to nai karna behtar hai aap aisay bor honay se behtar hai koi or computer par kam sikh lo ya phir or forex ki searching karo

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X