Mt4 par robort kaisy use karty hai??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mt4 par robort kaisy use karty hai??
    Dear agar hum ais market mai koi robort download karty hai ya kisi se buy karty hai to aus ko mt4 mai kaisy use krty hai hum mai se kafi logo ko ye ni pata hai k hum mt4 mai robort ko kaisy instal karty hia. Ais ka asan tareeka ye hai k robort wali file ko copy kary aor jaha par mt4 instal ho waha par expert advisor wala folder ho ga waha par wo file paste kar ly to ap k mt4 mai aa jaye ga robort waha se ap aus par trading start kr sakty hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bahi sorry rebot ka tu pata nahi mt4 pr kasa use karta hain mai tu rebort ka kahlaf hon kiun ka rebort ko use nahi karna Chaya kud pr confidence hona cahaya khud ko is kabil banayain ka ap ko rebort ki zaroorat nahi pahrain agr ap rebort use karta hain ap kabi bi forex mai ak accha trader nahi ban sakta kbi bi experience gain nahi kar saktan kab tak dosron pr ahnsar karata rahain gain is lia mai rebort ko kabi suggest nahi karon ga bus khud ko is kabil banyain ka ap khud acchi trading kar ka profit la sakkain
    • #3 Collapse

      Bahot khoob aap ne bahot hi achi information share ki hai ham apni koi si strategy ko bhi as a robot use kr sakte hain agar ham robot trading krni hai to hamen pehle koi achi si strategy ko banana hai aur baad men hamen isko apply krna hai jab tak ham apni stargteis ko avhibtarah se test ninkr lete hain us waqt tak hamen robot trading ni krna chahiye q k manuaaly trading hibsab se best hai
      • #4 Collapse

        G bahi bilkul yehi tareeka hay jo aapny btaya hay aur agar kis ko install karna ya robot lagana nahe aata to wo simply es tareeky ko follow kary. Aur dosra ye k robot sirf pc par he lag sakty hain robot mobile par nahi lagay ja sakty hain so ye bhe aap kay knowledge main hona chahey.
        • #5 Collapse

          Re: Mt4 par robort kaisy use karty hai??

          Mt4 k upperr robott trading bhi kartay hein bohott say log is kaa amal yee hotaa hay kk un logonn ko khudd say kuch nahi krnaa parhtaa sara ka saraaa kaam computer er k through ho rha hota hay
          • #6 Collapse

            Re: Mt4 par robort kaisy use karty hai??

            hamy mt4 ko use kar ky kam kana ho ga pher e hum paia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai agar bagr learnning ky kam kry gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi htoa forex aik asa business hain jo hamy learning be deta ain or hamy earning b deta hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai hamara ki be boss nahi hain
            • #7 Collapse

              Re: Mt4 par robort kaisy use karty hai??

              اصل پيغام ارسال کردہ از: dani962 پيغام ديکھيے
              Dear agar hum ais market mai koi robort download karty hai ya kisi se buy karty hai to aus ko mt4 mai kaisy use krty hai hum mai se kafi logo ko ye ni pata hai k hum mt4 mai robort ko kaisy instal karty hia. Ais ka asan tareeka ye hai k robort wali file ko copy kary aor jaha par mt4 instal ho waha par expert advisor wala folder ho ga waha par wo file paste kar ly to ap k mt4 mai aa jaye ga robort waha se ap aus par trading start kr sakty hai.
              Main Apni trading Mein Kabhi robots use Nahin Kiye Hain isliye Mujhe Iske bare mein koi information Nahin Hai agar aapane is related information Hasil karni hai to aap YouTube se Kafi sarees information Hasil kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Mt4 par robort kaisy use karty hai??

                hamy knowledge or experience hasil kar ky robort trading karne chahey agar hum new member hain to hamy experience hasil karny ky liey demo practice ko join karna chahey hamy mt 4 or mt 5 ko mostly use karna chahey forex aik real business hain hamy is o achy sy learn kar ky kam karna chahey hum is main live kam karty hain yai aik international karobar hain
                • #9 Collapse

                  Re: Mt4 par robort kaisy use karty hai??

                  hamy mt4 ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik asa business hain jo hamy learning b deta hain or hamy earning b deta hain hum gr mai baath kar is mai kam kar sakty hain hum is miai agar bager learningg ky kam ary gy to hamy loss ho jy ga forex aik amm business ke nisbat acha or unique business hain is mai hamara koi be bosss nahi han
                  • #10 Collapse

                    Re: Mt4 par robort kaisy use karty hai??

                    hamy expert ban ky report trading karne ho ge pher he hum passia kama skay gy forex aik uniue busness hain hum is mai frreee account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to ahmy loss ho jy ga hum is mai mahnet kary gy to he hum agy abr saky gy is mai usa or china r ne wyok jasy bary bary mumalik sahml hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Mt4 par robort kaisy use karty hai??

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: dani962 پيغام ديکھيے
                      Dear agar hum ais market mai koi robort download karty hai ya kisi se buy karty hai to aus ko mt4 mai kaisy use krty hai hum mai se kafi logo ko ye ni pata hai k hum mt4 mai robort ko kaisy instal karty hia. Ais ka asan tareeka ye hai k robort wali file ko copy kary aor jaha par mt4 instal ho waha par expert advisor wala folder ho ga waha par wo file paste kar ly to ap k mt4 mai aa jaye ga robort waha se ap aus par trading start kr sakty hai.
                      Jab aap apni MT4 ki application software ko open Karoge To vahan per side per Jahan settings hote hain vahan se aap robots ko add kar sakte ho lekin main Kabhi apne aap so robot ko use nahin kiya hai isliye main aapko iska proper tarike se Jawab Nahin De sakta lekin jo main Tarika bataya hai vah theek ho sakta hai iske alava aap YouTube se bhi dekh sakte ho
                      FRD 07 TRADING JOURNAL

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X