A big reson for loss trading on mobile fone....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    A big reson for loss trading on mobile fone....
    Friends bahot se dost trading k liye pc ko use ni krte hain aur only mobile fone ka hi usage krte hain q k Mobil fone har waqt hamare pass hota hai aur hamen pc ko ni uthana parta hai...
    Mobile phone pe tools bahot kam hote hain aur ham market chart ko sahi analysi ni kr sakte hain jiski waja se ham wrong decision le jate hain
    Agar ham pc pe market ko analys kren to ham easily market ko analys kr sakte hain q k pc ki screen barri hoti hai sathen kafi tools bhi mill jate hain....
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bro ap nay bilkul drust farmaya hay pc pr trading karna or mobile pr trading karna bahut ziada farq hay laikin mray khayal mein jo new traders hain unko chaiay k 2 month kam az kam pc pr practice trading karain or pc say he learn karain jub new traders tamam tools say waqif ho jain trading ko samajh lain yani kam az kam 4month tak pc pr trading karain phir mobile say bhi trading karain to ziada farq nai parry ga kiun k bahut kuch samajh chukay hon gay.
    • #3 Collapse

      Right dear aap ne theak hi kaha hai now a days bahot se log pc k bajay mobil fone ko hi use krte jiski waja se wo perfect analysis ni kr kate hain isliye wo apne decision perfect ni kr pate hain aur unhen loss ho jata hai hamen pc k o hi use krna hai ta k ham pc pe best analysis kr k best trading kr saken
      • #4 Collapse

        Bahi ap ki bat kisi had tk theak hai ka chart ka anlysis computer pr easly hota hain kiun ka chart barha nazar ata hai laken mobile mara kahyal mai best ha humara pass har wakat mobile hota hai or easly market ka analysis kr sakta hain kiun ka mobile tu har wakat hamra pass hai laken computer nahi hota os ka lia makhsoos time ap ko dana prta hai or agr light nahi hai tu phr computer use nahi kr sakta is lia ap asa kr sakta hain ka computer ko sath sath use karain or analysis krta rahin or mobile ko bi use karain kiun ka agr gahr s bahir hain tu mobile best hai is lia mobile ko mai targe don ga baki har ak ki apni thinking hai
        • #5 Collapse

          Dear ye to ap ne baat sahe kahe hai kun k hun agar dekhy to forex market k chart jo show hkta hai mobile par aus par banda analysis achy ni kar sakta agar hum ais marker mai achy analysis karna chaty hai to hum ko chaye k hum laptop wahera par chart dekhy aik to aus par resistance aor support level banda asani se dekh sakta hai baqi ais mai ye hai k trend line jaha lagata hai wo time frame k hisab se auto par adjust ho jati hai jo k mobile par ni hoti.
          • #6 Collapse

            Ap ki bat sahi ha .k mobile pe aksar og nahi samjh paty trading pc hi best ha but aj kal mobile bht use hota ha or is main asani bhi ha k jahan bhi hon ghar se bahar bhi ham asani se trade kr skty hain .new comers k liye mushkil hoti ha first time jesy jesy time guzar jata ha samjh ati rhti ha .
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan70 پيغام ديکھيے
              Friends bahot se dost trading k liye pc ko use ni krte hain aur only mobile fone ka hi usage krte hain q k Mobil fone har waqt hamare pass hota hai aur hamen pc ko ni uthana parta hai...
              Mobile phone pe tools bahot kam hote hain aur ham market chart ko sahi analysi ni kr sakte hain jiski waja se ham wrong decision le jate hain
              Agar ham pc pe market ko analys kren to ham easily market ko analys kr sakte hain q k pc ki screen barri hoti hai sathen kafi tools bhi mill jate hain....
              mobile battery dying karte ho a traders co isliye Bila so jata hai ki sometimes mobile pe jo hum App use kar rahe hote hain woh kabhi-kabhi Achanak aa jati hai aur Hamara profit we lost may change ho jata hai lekin Hum us trade co Karte nahi kar sakte
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                very good khan bhai apne bht he achay point par sub users ko samjhaya hai han je bilkul me khud apni trading totally laptop par esi lia krta hu q k laptop ki screen bari hoti hai us k elawa pc ya laptop par krne se hume sub he tools milte hain jis ki madad se hum market ko behtar toor par analyse kr skte hain jab k mobiles me asa krna mushkil bhi hai or apni ankhain kharab krni wali baat bhi hai.
                • #9 Collapse

                  slaam to all forum members...computer iyk professional cheez ha is main boht sara options hota hian mt4 ko sirf laptop ya desktop par he sahi treqa sa use kr skta hian main tu is haq main nahi hon ka trading mobile pr ke jye app ko trading ka lyia sirf mt4 par kaam krna chye is main market ka trend more clear nazr ata ha kyun ka is main indicators use hota hain jo ka mobile main nahi hota.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan70 پيغام ديکھيے
                    Friends bahot se dost trading k liye pc ko use ni krte hain aur only mobile fone ka hi usage krte hain q k Mobil fone har waqt hamare pass hota hai aur hamen pc ko ni uthana parta hai...
                    Mobile phone pe tools bahot kam hote hain aur ham market chart ko sahi analysi ni kr sakte hain jiski waja se ham wrong decision le jate hain
                    Agar ham pc pe market ko analys kren to ham easily market ko analys kr sakte hain q k pc ki screen barri hoti hai sathen kafi tools bhi mill jate hain....
                    Salam Bhai Mary khayal ma AP NY bhot hi acha bath ki ha ky mobile py bhot sy tools Kam hoty ha jis ki waja sy him log acha profit nhi bna skty laken Mary khayal ma forex ki waja sy him kisi bi waqat trad open kr skty ha or closed bi kr skty ha ya fida ha mobile ka
                    Removed by Moderator.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X