Independent trader banne ki koshish kren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Independent trader banne ki koshish kren
    Dear trader maen AP logo see ye kehna chahta ho ziada see ziada mehnat tahke AP independent trader aor apko kiss aor ke signal fallow karne ki zaroorat na pre aor na hi kiss ke muhtaj hon
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bhai main ap se agree karun ga balky trader hai he wo jo independent hai dosre to copy paster hain aur earning bhe use ka maza hai jo ap khud earn karen wase nahe iss ke lea lekn mehnat hardwork education sub facts matter karty hain lekn jub ap apne paon py khare ho jate hain to har cheez ka madawa ho jata hai
    • #3 Collapse

      forex esa business hay jes ko join karny key bad traders azadi feel karta hay, traders ka apna experience es level ka hona chaye jes se traders apny experience ko hi use kar key independent feel kary, other business ya job me traders ko ye advantage bilkuk be nahi hota.
      • #4 Collapse

        Dear forex trading main hamesha khud expert banay ki koshish karni chahiya na ka kisi dusry par depend karna chahiya.Dear khud ko forex main itna kabil bana lo ka kisi dusry ka sarahy ki zarorat na pary.
        • #5 Collapse

          Yes dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai magar ais mai ye hai k thora time lagta hai jaisy hum log ais market mai kaam karty hai to phly kisi ko follow karty hai aus k baad ais market mai hum aus k analysis se sekhna start kr dety hai jab hum kk chart study karna aa jaye to hum aus k baad khud achy analysis kar sakty hai aor achy trader ban sakty hain.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Dear hamen independent trader banny keleye knowllge sekhna aur ziada sy ziada practes karni chahye aur kisi aur k singnal ko nahi bal k apni zahanat aur knowllge sy ak kameyab trader banna chahye

            اب آن لائن

            Working...
            X