What is the risk of short time frame trade
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    G haan brother short time frame mein risk zeyada hota hai is mein apko profit bhi zeyada hi milta hai or loss bhi zeyada hota hai ager ap 1H par trading karein gain to apko loss kam milay ga or ap profit zeyada earn kar saktey hain yeh time short trading kay liye best hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      jahan tak mera khyaal hai to main samjta hun k humen hamesha baray time frame se he help leni chahiye aur humen chote time frames ko use nai karna chahiye kiu k ham baray time frame k zariye se achay signals hasel ker lete hen
      • #48 Collapse

        short term trade in forex trading is too much ricky and u can also never get the best profit with short term trade if u want to earn big profit u have to trade in minimunm one hour and then four hours and also in daily
        • #49 Collapse

          is mai jnab,,haty hi risk jnab,,balky jahn tak mera khayl hay n ajunab,,har business mai risk hi hota hay koi bhi business jo hay na jnab,,wo bager risk k nahi hota hay jnab
          • #50 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: getwork پيغام ديکھيے
            "the smaller the time frame the more risky the trade becomes. i consider the time frame from H1 and above to be the most reliable and less risky time frames for trading the market. i personally trade with the H4 and the daily time frame but i use the M15 time frame only to monitor the market for possible reversal"
            short time frame men risk zayada hota he is liye men kehta hn k aap long trades kren ta k aap ko loss kam or faida zayada ho short time men market ko banda sae trha judge nai kr sakta but long term trades banda judge kr leta he....
            • #51 Collapse

              karney sey pehley hamain chahiye k ham is par knowledge nahi hai mujhe is business ki koi bhi time frame kiun na ho aap short term me trading kar sakte achi tarah analysis aur market k trend ko daikh lain........
              • #52 Collapse

                bhai short term trading me aik risk yeh bhi hai ke is me pattern jaldi badal jata hai is lye short term trading scalping ke lye he kari jani chahiye warna long term trading per zyada focus karna chahiye takay acha profit earn ho sake short term frame me long trading karne se aap ko loss he hota hai or profit kabhi nahi hota .
                • #53 Collapse

                  forex may hammasha sooch smaj kar kaam karney chahia forex per practice karnay say app aik accha trader ban sakhtay hoo hamay trading say pehlay par kuch waket kalya zaroor practice karney chahia forex may app jitneey zaida mihnat karay gay utna hee zaida app koo faida hoo gaa jee ap na theek kaha forex koo smajna kalya educated hoona zaroory haa
                  • #54 Collapse

                    sort time means ap es mein kaam time mein achi kashi profit earn karna chatay hain par es k liye ap es mein big volume trade kartay hain es liye ap ku faeda be kafi hota aur nuqsaan be kafi hota rahay ga
                    • #55 Collapse

                      Getwork bheai eisa hi he agar ap thora chota time frame jeise 05 minutes ya 15 minutes ka use karte hin to apko market ki movement ka theek andaza nahi hota aur sirf ye samjhte hin k bas market buht hi teezi se movement kar rahi he because candle jaldi jaldi banti he to ap trade kar deite hin magar market to kabi aik rukh min chalti hi nahi he ye kuch ooper ja kar phir wapas ati he aur es tarha se hum earning nahi balke loss kar jate hin short time ka time fram use kar ke.
                      • #56 Collapse

                        • #57 Collapse

                          aghar app ney lot size bara raha hai tu bhai gapp ko chay kay short time may hi trading ko close kar deya hai ya hi sab sey best way hai may sajta hun
                          • #58 Collapse

                            short time risk se muraad es mein jaldbazi aur greedy kar jana hota hai mean ap es mein big volume laga detay hain yani k jitni ap k paas money hoti os se ziyada laga detay hain
                            • #59 Collapse

                              dear ap ne thek kaha hai smaller time frame bohat he risky hai ap ko apna trading kabi be chahi woh choti se choti he pips ki q na ho ap ko woh 1 hour time frame k hisab se karni chahiye wese be mai ne bohat se successful trader se pocha hai woh be 1 hour k hisab se trading karte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                short time frame work main humray pass tarding karna k acha experance nahi ata jis say huimay tarding bohat hi loss hojat hain es lay humay trding main short time frame use nahi karna chay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X