Why loss very easy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: getwork پيغام ديکھيے
    "loses happen all the time in Forex and mostly i believe its a matter of lack of knowledge and that's why things get new people confused and sometimes it happens even to veterans in this business and we must know that so do not get all sad when you lose money and know its a sportive spirit around here once for you once on you just keep you self ready to learn and acquire more knowledge and you will be OK"
    we loss very easily because of two reasons:first is become greed and the second reason is they cannot work hard and not think deeply before invest.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      jin logon k p[ass experience nahi hota hai ya jin k pass knowledge nahi hot hai ya jo market watch nahi krty hai trade laga klaity hain un k liye khud ka loss krna bht bht easy hai
      • #108 Collapse

        loss kry ki bukhat saari waja hai ...jo main waja hai k ap apny emotion pr control kry ....zayada greed na kry.....munasib sa profit rakhay ....aur zayada hardwork kiya kry....
        • #109 Collapse

          forex dunia ka top online business ha ,ye aj kal best earning way ha,trader agar achi trah is ki asa dekha gya hai k buhat sa traders proper knowledge la kar nahi atay
          • #110 Collapse

            jahan tak iss kaam main loss ka sawaal ha to wo krna bht easy ha kiun ke aap iss kaam pe jitni bhi investment kr len lekin agr aap ko iss kaam ko krney ki information nahi ha aur aap ke paas iss kaam ka proper experience nahi ha to aap ko iss kaam main nuksaan hi ho ga iss liye aap ko chahiye ke iss kaam ko easy na len
            • #111 Collapse

              forex mein aksar loss hota hae is ki wajoohat mein overconfident hona , ziada khush fehm hona , lack of knowledge aur lack of experience hona aur is k elava aik bahot ehm waja ye bhi hae k forex ko easy le lena.
              • #112 Collapse

                brother jab app bena experience k trading start kerte ho tabhi app ko bohat loss ho sakty hay,or app asani say loss ker jate hay.
                • #113 Collapse

                  loss hony ki main wja practice k bgair trading krna he.or jab ham mehnat ni krain gy or bgair kisi experiance k tradning krain gy to apko loss to boht asani se ho jaye ga.forex mein apko mehnat ki boht zururat he. agr ap hardworking karain gy to apko kabi loss ni hoga.
                  • #114 Collapse

                    yes loss easy ho jata hia aur sab achay trader ban saktay hay agr aap demo account par practice karay gayn tu aap sab aik good trader ban saktay hay isi liye mein sb ko suggest karta hon kay forex ko learn karay yeh aik acha buisness hay aur future mein bhi aap achi earning kar sakay gayn .
                    • #115 Collapse

                      loss easily hum kar letay hian aur forex mein aap huge money ky liye bohat effort kartay ho aur is ky liye aap ko forex ki khuch tips aap follow kary is ky baad aap sy jo mistakes hoti hain un mistake sy khuch na khuc aap learn karey tab aap ja kar is business mein aik good trader bano gy aur ziyda profit make karo gy.
                      • #116 Collapse

                        loss aap ko jaldi ho jata hai aur learning is very important for earning agr aap kay pass ilam nahi hoga tu aap forex say money made karnay mein nakaam ho jayn gayn isi liye aap forex ko ziyada say ziyada learn karay because yeh aik good business hay aur unlimited money make kar saktay hay .
                        • #117 Collapse

                          confused and sometimes it happens even to veterans in this business and we must know that so do not get all sad when you lose money and know its a sportive spirit around here once for you once on you just keep you self ready to learn and acquir
                          • #118 Collapse

                            bohat se reasons hain knowledge ka na hona experience ka na hona or be bohat se problems hain jis ke waja we loss ho jata main reason is lack of knowledge and greed
                            • #119 Collapse

                              friend mai samjhta hoo ky forex trading mai loss hamari laparwahi say hota hai aor lack of knowledge and expereince and planning sy hota hai aor greedd say bhi loss hota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                Lack of knowledge is the main reason of losses in forex. humein chaiye ke forex ke baray main jitni information hasil kar sakein kar lein. kyun ke agar humaray pass knowledge ho ga tab hi hum forex main acha perform kar sakein gay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X