Demo account py practice ki koi limit hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: sohbatkhan پيغام ديکھيے
    Dear members ham demo account pu practice kr k trading k baray mn bahut ziada exprince aor knowldge hasil kr sukty hain aor demo account py jitni ziada practice hoge ap ki trading itni ziada profit able aor earning wali hoge aor demo practice ki koi limit bhe ni hai as liay practice zoada kren trading ki.
    Duniya Mein Har cheez Ki Koi Na Koi limit zaroor hoti hai lekin practice aur knowledge Ek Aisi Cheez Hai Ke Jeene Ki Zaroorat kabhi bhi Khatam nahi hoti aur practice karne se Hamare skills better Hote Jaate Hain aur demo account Hamare liye practice ka ek bahut accha Zariya hai
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      han je bilkul hume chahe k forex par trading krne ki her kisam k tareekay se koshish karen or yahe tareekay bad me humari stragety ban jate hain jin ko phir jab hum apne real account par istemal krte hain to bht acha khasa hum profit kr pate hain dosto esi lia hume chahe k hum demo par zada se zada pehle practice karen shukreya.
      • #18 Collapse

        bohat acha sawal ha ager ap ko experience ghaldi ho jata ha to per hum ko demo account ko zeyada use nhi karna ha laken ager ap ko apna experience ko improve karna ha to per ap ko 3 or 4 month demo account use karna hoge per apka experience kuch best hoge inshallah or es ko relax mind with good time ka saat karna ha............
        • #19 Collapse

          Aslam o alikoum dear brother diakhain demo account aap ke guide line kay laiy hota hai jab aap ko wo guide line puri tarhan mil jaiy too aap us ko chor sakty ho demo account aap ko trading skills daita hai knowledge daita hai
          • #20 Collapse

            no dear kisi kaam k propper seekhnay ki koi limit nai hoti hay is liye hamain apnay apko paband nai karna chaye k ham ko is kadar seekhnay kk baad end kar daini chaye aur forex to aik aisa business hay jis ko ham sab sary umar bhi karain to bhi is main koi nakoi khami reh jati hay is liye hamain forex ko mukammal tour par aboor karnay k baad he is main invest karni chaye is k ilawaa hamain hamain lose he hoga.
            • #21 Collapse

              bilkul dear ap ne sai kaha demo account per practise bohat zururi hoti hai aur hum ko is per zaida se zaida practise krni chaiye aur strong bana chaiye.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                bhai jaan ap ki bat bilkual thek hy is mn demo ki koi limit nhn hy is mn ap jitni bhe zaida pratice karey gy tu ap ko boht faida ho ga is lye ap ko zaida sy zaida is mn pratice karni chayeh is mn jo bhe ap pratice karney gy tu ap ko boht faida ho ga ...

                اب آن لائن

                Working...
                X