Post aur thread ka delete ho jana?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Post aur thread ka delete ho jana?
    Dear friend ap nay kbi apni post aur thread ko delete hoty dekha ho ga is ki wjh ap ka post ka jaldi karna aur Fourm ke rule ko follow na karna hota hai is ley post per taqajo den aur miyar per compromise na karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aksar logon ko yeh shikayat hoti hai ke un ke thread aur post baz okat delete howay hoty hein aur jis se wjh se wo tadad km hi jati hai aur bouns bhi km ata hai tu un ko chaye ke post aur thread ko easy mat lein aur be shk km kam karen lekin jo bhi karen wo miyari ho tah ke fourm ko delete na karna pary
    • #3 Collapse

      g han dost post or thread us waqt delet hoty hn jub hum post ya thread irrelevant likhty hn ya ager hum same thread again likhin ,ya ager hum forum rules ki khilaf werzi kren to,ager hum chahty hn ke hamary post ya thread deleta na hon to hum ko chay ke hum ashy ashy post dalin jin main forex information ho ya forex knowledge ho ke jis ko log like kren
      Signature removed by moderator
      • #4 Collapse

        Post k delete honybku waja samajhny k liy hmen is bat ko samajhna hoga k besically forum post kis qism k chahti he, forum chahti he k hm posts ya threads informative type k kren, jin me mtlb aor mazmoon wazeh hon. Is k sath sath post purely forum k related hho.is bat ko samny rakh kr jb ap koi post kren gy to wo kbhi delete nai hogi.
        • #5 Collapse

          Bhai forum mn jo aj kal post aor threads delet hoty hain jo ziada informative na hon ya jin py bahut ziada phly bat ho gar ho ash post aor threads delet hoty hain as liay quality post aor threads kren aor new threads aor post ki koshish kren
          • #6 Collapse

            han g ap ny thek kaha hy jo bnda agar koi aisi post karta hy jo forums k rolls k against hoti hy dosera is mn agar ap ki post forex sy realated na ho is k bad agar ap is mn is tarh ki post karey jis ki samjah kisi ko bhe na aye tu may be ap ki post ko delete kar dya jata hy ...
            • #7 Collapse

              G bro main ap ki bat sy agree karta hon..aisi posts ya thread jo forex k related nhi hoti woh admin delete kar dety hain.. is liye humain hamesha posts aur thread forex sy related karny chahye takeh hmari posts delete na ho aur hamara bonus acha bny
              • #8 Collapse

                G pak forex forum par ap ki post ya thread tab hi delete hota hy jab ap apni Post ya thread ko pak forex forum k rules k mutabik nhi kartay aur ap ko rules ko follow kar k posting karna cahaiye aur rules k mutabik ap ka thread ya post knewledge aur information ki ho aur js se new trader ko faida ho tab ap ko us post ka bonus bhi ziada milta hy
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Brother agr aap thread forum rules k mutabiq nahi banaye gay tou wo delete ker di jaye gi , aur aap un threads per post na kare jo bilkul forum rules k mutabiq nahi ,kyun k jab aap un thread per post kare gay tou jab moderator un thread ko delete kare gay tou aap ki post b automatically delete ho jaye gi beshak wo kitni b achi kyun na ho.
                  THUMBS UP & APPRECIATE :1f618:

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X