News ka trend per asar andaz hona

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News ka trend per asar andaz hona
    Jab bhi market mein koi trading news aati hai tou uss waqt market mein bahut zayada tezi aa jati hai aur agar aap ki trade news kay mutabiq lagi hai tou aap ko profit ho jata hai aur trade agar news kay against ho tou loss bhi zayada ho sakta hai aur news kay waqt market trend kay against bhi ja sakti hai iss lye news ko achay se samajh kar trade lagain aap iss per kya comment kartay hain thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Kei aesi news hoti hain jo market trend ko kisi bhi pair main ya tou change ker ky rakh deti hain ya phir bahot bari movement reverse direction main leny ky bahd agqin trend per chalna shuru ker deti hain so news time main bhi trend ko follow ker ky trade kerna hi best hota hai
    • #3 Collapse

      Dear dosto chart ya trading technical trend market history hoti hy jo k past ko daikh k future ke prediction dyta hy k market ab kis traf movement kery ge, jab keh news aik fundamental aliment hy jo k economy main tabdeeli lati hy jis ke waja sy market trend b change ho jata hy.
      • #4 Collapse

        yes brother news time na sirf market main tezi aaty hai balke baaz broker ki spread b zaida ho jaty hai phir b forex main zaida profit or loss ko us ko hota hai jo lot big rakhte hai money manager ko faida hi faida hoty hai wo zaida lot use nai karta soch samjh kar trade karta hai charo tarf se market ko control rakhta hai
        • #5 Collapse

          News bilkul trend per asar andaz hoti hein aur news ki hI wjh se market ka trend change hota hai bashrt e keh news main haqeeqat ho.News ki wjh se market main jo bhi tab tabdeli ati hai us se trader agr pehle se aaga ho tu wo is se kafi faida hasil kar skta hai is se news ko zaror apny analysis main shamil karna chaye tah ke market ko smjhny main asani ho jay
          • #6 Collapse

            G buhat he achi knowledge share kari He aap ne pahly to main news ko follow he nahen karta the magr ek do baar jab moving indicator ko dekha or us ko news se compare kia to pata chala ke es mn news ka buhat bara roll he es lai Ab main dekha hon AGR news mairy trade ke against agya he to ya lot kam kar deta hon ya to jaldi mn trade change karta deta hon
            • #7 Collapse

              bhai jaan jo new hy is ka boht zaida impact hota hy tradiding per kaun k agar koi trader koi bhe jis tarah ka mind bna k kam kar raha hota hy or jb news sunta hy tu os ko ka damag kharab ho jata hy jis ko is ko loss bhe a skta hy ...
              • #8 Collapse

                g haan dear forex trading news trader aur trend trader main farq hota hai kuch news currencies ko support krti hai aur currency ko kuch time ke liye strong ya week kr skti hai, es liye humen chye ke theek se trading krain.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  News ka trading kay trend per kafi effect hota hai . traders ko chaiye ke woh ager news trading nai b karty hain tu phir b forex kay calendar ko har rozz zaroor daikh liya karin aur important news ke timing ko pehlay say mind mai rakh lain aur try karin ke news events kay time per trading ko avoid he karin . news ka trends per b kafi ziada effect hota hai aur news kafi dafa trend revesal ka sabab b banti hain.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X