Analysis before new trade

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis before new trade
    Bhai ap sub brothers ko itna to pata he hoga k analysis yani (tajzia)forex mein hay kia or kiun kia jata hay yeh analysis yani tajzia isliay kia jata hay k humain apni trading start sy pehlay market ka trend ka andaza ho sakay k trend neechy janay k chances hain oonper janay chances hain ya seedha janay k chances hain .isliay trade sy pehlay achi trah analysis kr lia jay to profit k chances barrh jatay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han kisi bhi trade ko open kerny sy pehly achy analysis hamesha profit ko lead kerty hain agar achy analysis ker ky trade ko jaey tou loss ka risk kam ho jata hai aur profit hasil hony ky chances increase ho jaty hain but just luck per open ki jany wali trade main loss ky chances bahot zyada hoty hain aur profit ky bahot kam
    • #3 Collapse

      Koi bhi trade open kerny sy pehly agar ap both technical aur fundamental analysis ker lety hain aur same analysis per achi prediction ker ky trade open kerty hain tou apko aesi trade main profit hasil ho sakta hai warna without analysis profit ky chances bahot kam hoty hain
      • #4 Collapse

        Gee bhai aap ki baat bilkul theek hai aur koi bhi trade laganay se pahele market ka analysis zaroor karain iss se aap ki trading achi ho gi aur agar aap market ka analysis nahin kartay tou aap ko market kay trend ka pata nahin chalay ga aur aap apna loss karain gay
        • #5 Collapse

          G bhai main aap ke baat se agree hon. Market ko start day means Monday se analysis karna lazmi he AGR Monday ko market men trade karna he to news or last trading moving indicator ko dekh ke market ko analysis Karna profit ka Bayes banta he or kuch web sites humen singal bhe dati he us ke madad se analysis karna asaan rahita he. Us ko bhe follow Karna chahiye.
          • #6 Collapse

            G dear bilkul forex ki market main enter hony se phale hum market ko bhot dair tak iss liya analysis karty hain ka hum achi tarha se market ka trend ko samjh sakhain or phir achi timming par apni trades open kar sakhain.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Forex trading mai yeh bohot he basic baat hai ke traders ko market mai enter hoty time per market ka andaza lagana hota hai ke market abhi kis direction mai kitna move kar sakti hai.
              Jo log iss mai acha analksis karnay kay qabil hoty hain woh behtar trading kar sakty hain.
              Trading position open karny say pehlay market ka analysis bohot he ziada zaroori hota hai.

              اب آن لائن

              Working...
              X