Mukhtalif time frame
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mukhtalif time frame
    Agar mt4 charts ko daikhain to mukhtalif time frame nazar aain gay 1mint 5 mint 15 mint 30 mint 1 ghanta 4 ghanty daily weekly or mahana agar 3 ya 4 traders 1 courrency pair ko mukhtalif time frame mein daikhain to sub ko apnay apnay charts mein alag alag soortain nazar aain gi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading main market movement hamain chart per show hoti hai jisy ham different time frames main read bhi kerty hain aur trade bhi ker sakty hain agar ham scalping kerty hain tou hamain short time frame per trade kerna hoti hai but long term trading ky liay long time frame per trading kerna aur market ki movement ko read kerna faida deta hai
    • #3 Collapse

      Time frame forex market main trading ky liay bahot important hota hai ky kei traders apny apny hisab sy sirf aik hi time frame use ker ky kafi achi earning ker lety hain jesy h1 ky sath agqr trading ki jaey tou her hour start main 6 to 7 minuts market kisi bhi direction main kafi movement ker jati hai phir reverse move shuru ker deti hai
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Gee bhai bilkul aisa hi hai ar yeh iss wajah se hai kay chart per aap jo bhi time select kartay hai woh aap koaik candle uss time ki hi dekhata hai agar aap nay H1 select kya hai tou jo aik candle ho gi woh uss ki ain ghantay ki movement ko show karay gi

        اب آن لائن

        Working...
        X